SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabtaa"
Ghazal MATCHES FOR "dabtaa"
Ghazal
ek maddham aa.nch sii aavaaz sargam se alag kuchh
ra.ng ik dabtaa hu.aa saa puure manzar me.n akelaa
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
dabtaa huu.n kisii se na dabaataa huu.n kisii ko
qaa.el huu.n musaavaat-e-banii-nau-e-bashar kaa
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
mai.n dost se na kisii dushmanii se Dartaa huu.n
bas is zabaan kii be-pardagii se dabtaa huu.n
Saeed Naqvi
Ghazal
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
iijaad kar rahe hai.n vo jaur-o-sitam na.e
jaur-o-sitam se dabtaa hai azm-e-javaa.n kahaa.n
Raj Kumar Soori Nadeem
Ghazal
kise pukaar rahaa thaa vo Duubtaa hu.aa din
sadaa to aa.ii thii lekin ko.ii duhaa.ii na thii
Naseer Turabi
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
hasrat ne laa rakhaa tirii bazm-e-KHayaal me.n
gul-dasta-e-nigaah suvaidaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
sharaafato.n kii yahaa.n ko.ii ahmiyat hii nahii.n
kisii kaa kuchh na bigaa.Do to kaun Dartaa hai
Waseem Barelvi
Ghazal
bedaad-e-ishq se nahii.n Dartaa magar 'asad'
jis dil pe naaz thaa mujhe vo dil nahii.n rahaa
Mirza Ghalib
Ghazal
dabaa ke qabr me.n sab chal diye du.aa na salaam
zaraa sii der me.n kyaa ho gayaa zamaane ko
Qamar Jalalvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
Dartaa huu.n dekh kar dil-e-be-aarzuu ko mai.n
sunsaan ghar ye kyuu.n na ho mehmaan to gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
tumhii.n to ho jise kahtii hai naaKHudaa duniyaa
bachaa sako to bachaa lo ki Duubtaa huu.n mai.n
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
Rajesh Reddy
Ghazal
mauj-dar-mauj ulajhne kii havas be-ma.anii
Duubtaa ho to sahaaraa nahii.n dekhaa jaataa