SEARCH RESULTS
Showing search results for "dabtaa"
Nazm MATCHES FOR "dabtaa"
Nazm
KHun phir KHun hai
KHuun chaltaa hai to ruktaa nahii.n sangiino.n se
sar uThaataa hai to dabtaa nahii.n aa.iino.n se
Sahir Ludhianvi
Nazm
tanhai mein
aur maGrib kii fanaa-gaah me.n phailaa hu.aa KHuu.n
dabtaa jaataa hai siyaahii kii taho.n ke niiche
Akhtarul Iman
Nazm
daraKHt
dabtaa rahaa muurtiyo.n ke bojh se
hilaa tab bhii nahii.n kha.Daa rahaa phir bhii
Harshlata
Nazm
mathe ka jhumar
ye dabtaa rahaa surma banaa TuuTii qayaamat
lekin ko.ii shikva na kiyaa vaah sharaafat
Abdul Qadir
Nazm
ye yaqin ye guman
ubhartaa dabtaa machaltaa biphar ke ba.Dhtaa hu.aa
kabhii utartaa hu.aa aur utar ke cha.Dhtaa hu.aa
Daud Ghazi
Nazm
muhasara
miraa qalam nahii.n auzaar us naqab-zan kaa
jo apne ghar kii hii chhat me.n shigaaf Daaltaa hai
Ahmad Faraz
Nazm
farar
mere maazii ko andhere me.n dabaa rahne do
meraa maazii mirii zillat ke sivaa kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
hiras
mai.n sulagte hu.e raazo.n ko ayaa.n to kar duu.n
lekin un raazo.n kii tash.hiir se jii Dartaa hai
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi bulbula hai
TuuTtaa bhii hai Duubtaa bhii hai
phir ubhartaa hai, phir se bahtaa hai
Gulzar
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
sab ik daataa ke bande hai.n
sab bando.n kaa ik daataa hai
Ibn۔e۔Insha
Nazm
nauha
Dartaa huu.n kahii.n KHushk na ho jaa.e samundar
raakh apnii kabhii aap bahaataa nahii.n ko.ii
Kaifi Azmi
Nazm
jab tere shahr se guzarta hun
terii rusvaa.iyo.n se Dartaa huu.n
jab tire shahr se guzartaa huu.n
Saifuddin Saif
Nazm
ramayan ka ek scene
Dastaa na saa.np ban ke mujhe shaukat-o-hasham
tum mere laal the mujhe kis saltanat se kam
Chakbast Braj Narayan
Nazm
kisan
Duubtaa hai KHaak me.n jo ruuh dau.Daataa hu.aa
muzmahil zarro.n kii mausiiqii ko chau.nkaataa hu.aa
Josh Malihabadi
Nazm
payam-e-amal
uTh baa.ndh kamar kyaa Dartaa hai
phir dekh KHudaa kyaa kartaa hai