SEARCH RESULTS
Showing search results for "daf"
Ghazal MATCHES FOR "daf"
Ghazal
pyaar ke giit havaa.o.n me.n sune jaate hai.n
daf bajaatii hu.ii rusvaa.ii chalii jaatii hai
Shakeel Azmi
Ghazal
thaa gurezaa.n mizha-e-yaar se dil taa dam-e-marg
daf-e-paikaan-e-qazaa is qadar aasaa.n samjhaa
Mirza Ghalib
Ghazal
daf bajaa.e.nge barg o shajar saf-ba-saf har taraf
KHushk miTTii se phuuTegaa nam sabr kar sabr kar
Nasir Kazmi
Ghazal
Parvez Shahidi
Ghazal
daf bajaatii hu.ii sahraa.o.n se aa.egii havaa
aur phir ho.nge yahaa.n raqs-kunaa.n duusre log
Irfan Siddiqi
Ghazal
phe.nk kar sub.ha o sajjaada o dastaar o kulaah
ba rabaab o daf o tambuura o paimaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
kin kin kii aatmaa.e.n pahaa.Do.n me.n qaid hai.n
aavaaz do to bajte hai.n patthar ke daf yahaa.n
Javed Nasir
Ghazal
saaqii hai na mai hai na daf-o-cha.ng hai holii
kyaa haal hai imsaal ye kyaa rang hai holii
Hatim Ali Mehr
Ghazal
farda.ng-o-cha.ng-o-nai daf biin-o-rubaab-o-surnii
ham-saaz-o-ham-navaa hai.n lete hai.n taan aaTho.n
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
tuu zaraa taal ba.Dhaa kar ko.ii misra.a to uThaa
kis tarah dekhnaa ham dast-ba-daf aate hai.n
Ahmad Aqeel
Ghazal
Shah Naseer
Ghazal
ye ja.ngalo.n kii masaafat ye naGma-e-daf-o-cha.ng
ye vaadiyo.n me.n iqaamat suruud-o-saaz ke saath