SEARCH RESULTS
Showing search results for "dafiina"
Ghazal MATCHES FOR "dafiina"
Ghazal
taaraaj-e-kaavish-e-Gam-e-hijraa.n hu.aa 'asad'
siina ki thaa dafiina gohar-haa-e-raaz kaa
Mirza Ghalib
Ghazal
ek madfuun dafiina inhii.n atraaf me.n thaa
KHaak u.Dtii hai yahaa.n aur vo gauhar gum hai
Rafi Raza
Ghazal
kahaa.n ga.e vo KHudaayaan-e-dirham-o-diinaar
ki ik dafiina-e-dasht-e-balaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
jhaa.nk kar aa.nkho.n me.n siine me.n utar kar dekhe.n
naqsha-e-dil se ko.ii raaz-e-dafiina siikhe.n
Shahid Mahuli
Ghazal
bahut qariib se guzre magar KHabar na hu.ii
ki uj.De shahr kii diivaar me.n dafiina thaa
Khaleel Tanveer
Ghazal
Asifa Zamani
Ghazal
dafiina jaan in aa.nkho.n ko hijr me.n us ke
jo in me.n ashk hai.n pinhaa.n navaadiraat samajh
Aurang zeb
Ghazal
Shahid Kabir
Ghazal
Akhtar Ansari
Ghazal
vo imaarat sii girii thii jo mire siine me.n
us kii buniyaad se kahte hai.n dafiina niklaa
Idris Azad
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
jab vaqt ne chhaanii hai.n 'muzaffar' kii bayaaze.n
har she'r me.n nudrat kaa dafiina nikal aayaa
Muzaffar Hanfi
Ghazal
khodoge zamii.n roz to niklegaa dafiina
koshish jise kahte hai.n vo koshish nahii.n hotii