SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagaa-baazii"
Ghazal MATCHES FOR "dagaa-baazii"
Ghazal
KHud-farebii hai daGaa-baazii hai ayyaarii hai
aaj ke daur me.n jiinaa bhii adaakaarii hai
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
Mir Sajjad
Ghazal
hai god ke paalo.n se ab KHauf-e-daGaa-baazii
ye apne hii bhaa.njo.n par bohtaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
daGaa-baazii-o-be-rahmii sitamgaarii-o-makkaarii
inhii ausaaf ke haamil ko dillii khii.nch letii hai
Sayeed Ahsan
Ghazal
Dilshad Ahmad
Ghazal
is daGaa-baazii ko kab tak ishq me.n sahte rahe.n
bevafaa.ii kaa bhii kuchh imkaan honaa chaahiye
Aadil Farhat
Ghazal
Saurabh Sharma Sadaf
Ghazal
maante hai.n ham hunar kaa daa.era ba.Dhne lagaa
par daGaa-baazii jafaa ko bhii hunar kaise kahe.n
Ashvini Kumar Tripathi
Ghazal
Farooq Argali
Ghazal
kyuu.n ziist kaa har ek fasaana badal gayaa
ye ham badal ga.e ki zamaana badal gayaa
Anand Narayan Mulla
Ghazal
har ek mo.D pe pahre biThaa diye ga.e 'daaG'
ko.ii bhii raasta baaqii nahii.n nikalne kaa
Dagh Niyazi
Ghazal
aap kii bazm me.n sab kuchh hai magar 'daaG' nahii.n
ham ko vo KHaana-KHaraab aaj bahut yaad aayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
'daaG' us bazm me.n mehmaan kahaa.n jaataa hai
teraa allaah nigahbaan kahaa.n jaataa hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
ai 'daaG' us kii bazm me.n ham gul khilaa.e.nge
is kaa hai intizaar zaraa ko.ii kuchh kahe