SEARCH RESULTS
Showing search results for "dagar"
Ghazal MATCHES FOR "dagar"
Ghazal
vo jis Dagar milegaa vahii.n mar miTuu.ngaa mai.n
tum dekhnaa safar kaa iraada agar kiyaa
Sabir Zafar
Ghazal
manzil pe dhyaan ham ne zaraa bhii agar diyaa
aakaash ne Dagar ko ujaalo.n se bhar diyaa
Aalok Shrivastav
Ghazal
chalii Dagar par kabhii na chalne vaalaa mai.n
na.e anokhe mo.D badalne vaalaa mai.n
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
dekh kaliyo.n kaa chaTaknaa sar-e-gulshan sayyaad
sab kii aur sab se judaa apnii Dagar hai ki nahii.n
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
chho.D un ko na jaane kidhar mai.n gayaa
duur tak thaa na kuchh jis Dagar mai.n gayaa
Abhishek Kumar Amber
Ghazal
jis mo.D pe badlii thii Dagar us ne 'mubaarak'
kahnaa ki usii mo.D pe diivaana kha.Daa hai
Mubarik Siddiqi
Ghazal
Dinakshi Sahar
Ghazal
Afzal Parvez
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
Badr Wasti
Ghazal
aasaan banaanaa hai mohabbat kii Dagar ko
chun chun ke so ham lafz-e-vafaa kaaT rahe hai.n
Ehya Bhojpuri
Ghazal
Dagar sunsaan bijlii kii ka.Dak pur-haul taariikii
musaafir raah se naa-aashnaa barsaat saavan kii