SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahqaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "dahqaa.n"
Ghazal
Ahmad Salman
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
dahqaa.n kii tarah daana zamiin me.n na bo abas
baunaa vahii jo tuKHm-e-amal dil me.n bo.iye
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
kaar-gaah-e-hastii me.n laala daaG-saamaa.n hai
barq-e-KHirman-e-raahat KHuun-e-garm-e-dahqaa.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Mirza Ghalib
Ghazal
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
barq girtii hai to KHirman ko jalaa jaatii hai
kab use mehnat-e-dahqaa.n kii KHabar hotii hai
Anwarul Hasan Anwar
Ghazal
Gam-e-jaanaa.n Gam-e-dauraa.n kii taraf yuu.n aayaa
jaanib-e-shahr chale duKHtar-e-dahqaa.n jaise
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
Aagha Akbarabadi
Ghazal
vo zubuu.n-baKHt shajar huu.n mai.n ki dahqaa.n meraa
piichhe botaa hai mujhe pahle tabar letaa hai
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil me.n ra.ng-o-roGan-e-dahqaa.n kaa rahtaa hai KHayaal
roz-marra gaa.nv se aataa hai ghii mere liye
Shauq Bahraichi
Ghazal
Rasheed Hasrat
Ghazal
Kausar Niyazi
Ghazal
jis hukm pe dahqaan kii mehnat kaa sila zabt
tahqiir ke laa.eq hai vo farmaan yaqiinan
Rasheed Hasrat
Ghazal
mai.n vo dahqaan-e-junuu.n-KHez huu.n jis ne apne
jism ke khet me.n zaKHmo.n kii shajar-kaarii kii
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
jis khet se dahqaa.n ko mil jaatii thii kuchh rozii
us khet pe dekhaa hai haakim hai ravaa.n paanii
Anwar Sadeed
Ghazal
laakh KHushkii khet me.n khaliyaan me.n maujuud hai
aas baarish kii dil-e-dahqaan me.n maujuud hai