SEARCH RESULTS
Showing search results for "dahr"
Ghazal MATCHES FOR "dahr"
Ghazal
soz-e-Gam de ke mujhe us ne ye irshaad kiyaa
jaa tujhe kashmakash-e-dahr se aazaad kiyaa
Josh Malihabadi
Ghazal
dete hai.n jannat hayaat-e-dahr ke badle
nashsha ba-andaaza-e-KHumaar nahii.n hai
Mirza Ghalib
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
dahr ke Gam se hu.aa rabt to ham bhuul ga.e
sarv qaamat ko javaanii ko qayaamat likhnaa
Habib Jalib
Ghazal
aa.nkho.n me.n u.D rahii hai luTii mahfilo.n kii dhuul
ibrat-saraa-e-dahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
jaanaa pa.Daa raqiib ke dar par hazaar baar
ai kaash jaantaa na tire rah-guzar ko mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
havaa-e-dahr hame.n kis liye bujhaatii hai
hame.n to tujh se kabhii iKHtilaaf bhii na hu.aa
Parveen Shakir
Ghazal
sheva-e-ishq hai aazaadii o dahr-aashobii
tuu hai zunnaarii-e-but-KHaana-e-ayyaam abhii
Allama Iqbal
Ghazal
ab tak hai.n is gumaa.n me.n ki ham bhii hai.n dahr me.n
is vahm se najaat kii suurat nahii.n milii
Muneer Niyazi
Ghazal
KHush-numaa yaa bad-numaa ho dahr kii har chiiz me.n
'josh' kii taKH.iil kahtii hai ki nudrat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
aur to rakhne ko ham dahr me.n kyaa rakhte the
faqat ik she’r me.n andaaz-e-rassaa rakhte the
Mirza Ghalib
Ghazal
Josh Malihabadi
Ghazal
diivaangii-e-shauq ko ye dhun hai in dino.n
ghar bhii ho aur be-dar-o-diivaar saa bhii ho