SEARCH RESULTS
Showing search results for "dair-o-haram"
Ghazal MATCHES FOR "dair-o-haram"
Ghazal
havaa-e-dair-o-haram se bachaanaa pa.Dtaa hai
KHudaa ko siine ke andar chhupaanaa pa.Dtaa hai
Ameer Imam
Ghazal
jab ham huduud-e-dair-o-haram se guzar ga.e
har samt un kaa jalva 'ayaa.n thaa jidhar ga.e
Mauj Fatehgarhi
Ghazal
muriid-e-dair-o-haram kam-se-kam ye kaam kare.n
hadiis-e-dard-e-mohabbat kaa zauq aam kare.n
Ameen Salaunvi
Ghazal
dair-o-haram me.n dekho la.Daayaa gayaa hame.n
kuchh is tarah jamuuraa banaayaa gayaa hame.n
Kashif Ahsan
Ghazal
dair-o-haram bhii aa.e ka.ii is safar ke biich
merii jabiin-e-shauq tire sa.ng-e-dar ke biich
Asha Parbhat
Ghazal
Bismil Saeedi
Ghazal
dair-o-haram ke biich agar mai-kada na ho
insaaniyat ke naam kaa raushan diyaa na ho
Niyaz Sultanpuri
Ghazal
Kaifi Chirayyakoti
Ghazal
faasla dair-o-haram ke darmiyaa.n rah jaa.egaa
chaak sil jaa.e.nge ye zaKHm-e-nihaa.n rah jaa.egaa
Priyadarshi Thakur Khayal
Ghazal
milaa na dair-o-haram me.n kahii.n nishaa.n un kaa
had-e-nigaah se baahar hai aastaa.n un kaa
Saif Bijnori
Ghazal
aazmaa.ish par utar aayaa hai daur-e-inqilaab
dhuup ban kar rah gayaa hai saaya-e-dair-o-haram
Shadan Indauri
Ghazal
Maqsood Nashtari
Ghazal
Faiz Jhanjhanvi
Ghazal
dair-o-haram se guzre ab dil hai ghar hamaaraa
hai KHatm is aable par sair-o-safar hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
dil-ba-dil aa.iina hai dair o haram
haq jo puuchho ek dar hai do taraf
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
baat ho dair-o-haram kii yaa vatan kii baat ho
baat jab ho dosto.n husn-e-chaman kii baat ho