SEARCH RESULTS
Showing search results for "dajla"
Ghazal MATCHES FOR "dajla"
Ghazal
qatra me.n dajla dikhaa.ii na de aur juzv me.n kul
khel la.Dko.n kaa hu.aa diida-e-biinaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
furaat-e-faasila se dajla-e-du.aa se udhar
ko.ii pukaartaa hai dasht-e-nainavaa se udhar
Sarvat Husain
Ghazal
ye KHaas saaz-e-azal se vo dajla-e-aaha.ng
ye niil-o-zamzam-o-kausar usii se milte hai.n
Akbar Masoom
Ghazal
hazar ki dajla-e-dushvaar par qadam rakhtaa
shikaar-gaah-e-furaat-o-fanaa ko jaataa huu.n
Sarvat Husain
Ghazal
kyuu.n dajla-o-furaat ke da.ave ki nahr par
tishna-dahan shahiid-e-jafaa ham hu.e ki tum
Rais Amrohvi
Ghazal
sirf paanii pe to qabza thaa mere dushman kaa
mujh me.n jo KHuun kaa dajla thaa miraa apnaa thaa
Kaifi Wijdani
Ghazal
miTTii ham apnii aap jo tauqiir kar chuke
hai chashm-e-dajla baaz to kyaa ham ko chashm-e-ziist
Anwar Dehlvi
Ghazal
qatra bhii apnii mauj me.n dajla bhii mauj me.n
dariyaa bhii mast mast hai sahraa bhii mast mast
Javed Saba
Ghazal
paanii to mil hii jaataa jo karte vo aarzuu
ye dajla-o-furaat se uupar kii baat hai
Khalid Azad
Ghazal
Shakeb Jalali
Ghazal
Siraj Ajmali
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
tuu ye savaal bhii ab dajla o furaat se puuchh
mai.n kyaa bataa.uu.n kahaa.n luT ga.e haram mere
Afzal Gauhar Rao
Ghazal
do mahaazo.n pe abhii ma.arka-aaraa.ii hai
KHema-e-sabr ko dajla se alag rakkhaa hai
Shahid Kamal
Ghazal
kanaar-e-aab-e-dajla dhuup taptii ho qayaamat kii
har ik zarra bane karb-o-balaa aisaa bhii hotaa hai