SEARCH RESULTS
Showing search results for "dajla"
Nazm MATCHES FOR "dajla"
Nazm
tarana-e-milli
ai mauj-e-dajla tuu bhii pahchaantii hai ham ko
ab tak hai teraa dariyaa afsaana-KHvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar (1)
vo ruud-e-dajlaa kaa saahil
vo kashtii vo mallaah kii band aa.nkhe.n
Noon Meem Rashid
Nazm
masjid-e-qurtuba
us kii zamii.n be-huduud us kaa ufuq be-saGuur
us ke samundar kii mauj dajla o danyuub o niil
Allama Iqbal
Nazm
zauq o shauq
qaafilaa-e-hijaaz me.n ek husain bhii nahii.n
garche hai taab-daar abhii gesuu-e-dajla-o-furaat!
Allama Iqbal
Nazm
hasan kuza-gar(3)
jo nau baras ke daur-e-naa-sazaa me.n thaa?
ab intizaar aa.nsu.o.n ke dajla kaa
Noon Meem Rashid
Nazm
allama iqbaal
likhii vo daastaan-e-Gam-e-dajla-o-furaat
chakkhaa vo zaa.iqa bhii jo gang-o-jaman me.n thaa
Habeeb Jaunpuri
Nazm
baghdad
tuu kisii marghaT me.n baiThaa hai
tujhe dajla kaa vo shaffaaf paanii yaad hai kyaa
Salman Ansari
Nazm
maine bagh ki jaanib piTh kar li
mai.n ne dajla-o-furaat ke mashriq me.n
ek qadiim aur raushan pe.D ke niiche
Jawaz Jafri
Nazm
main zer-e-lab apna shajra-e-nasab dohra raha tha
chhaTii baar
vo dajla-o-furaat ke darmiyaan
Jawaz Jafri
Nazm
qissa-e-chahaar-KHwab
ye qabiilo.n ke shuyuuKH-e-puKHta-umr o saKHt-kosh
vaadii-e-dajla ke shahrii kurd ke KHaana-ba-dosh
Qamar Jameel
Nazm
kitaben
jo miTTii ke sakoro.n kii tarah bikhrii pa.Dii hai.n
gilaaso.n ne unhe.n matruuk kar Daalaa
Gulzar
Nazm
walida marhuma ki yaad mein
hairatii huu.n mai.n tirii tasviir ke e.ajaaz kaa
ruKH badal Daalaa hai jis ne vaqt kii parvaaz kaa