SEARCH RESULTS
Showing search results for "damaa-dam"
Ghazal MATCHES FOR "damaa-dam"
Ghazal
nahii.n hai yuu.n ke damaa-dam havaa ne raqs kiyaa
shadiid habs thaa kam kam havaa ne raqs kiyaa
Asif Rasheed Asjad
Ghazal
ko.ii shor saa dil me.n rahtaa hai barpaa
damaa-dam damaa-dam damaa-dam damaa-dam
Anwar Shuoor
Ghazal
aaKHirii ishq ke aaGaaz pe dam to.Dtaa huu.n
mai.n ko.ii dam-damaa-dam-dam nahii.n kartaa is me.n
Faizan Hashmi
Ghazal
Zakir Khan Zakir
Ghazal
har ek saa.ns hai anfaas-e-baaz-pas kii tarah
nizaam-e-dam me.n damaa-dam vabaal hai pyaare
Badiuzzaman Sahar
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
dam-ba-dam taGayyur ke rang hai.n zamaane me.n
kuchh kamii nahii.n aatii dard ke KHazaane me.n
Farasat Rizwi
Ghazal
tire karam kii hu.ii ik nigaah dam dam KHair
mire saKHii ai mire baadshaah dam dam KHair
Nasreen Syed
Ghazal
tiraa jalva jo dam-ba-dam dekhte hai.n
ziyaada ke dhoke me.n kam dekhte hai.n
Umair Khan Umair
Ghazal
uTh rahaa hai dam-ba-dam Dar kaa dhu.aa.n
kam nahii.n ho paa rahaa ghar kaa dhu.aa.n
Vasaf Basit
Ghazal
dam-ba-dam meraa taraf-daar hu.aa kartaa thaa
ye jo dushman hai kabhii yaar hu.aa kartaa thaa
Aarif Nazeer
Ghazal
ab aa.nkho.n me.n KHuu.n dam-ba-dam dekhte hai.n
na puuchho jo kuchh rang ham dekhte hai.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
dam-ba-dam TuuTtii aavaaz me.n gaayaa hai mujhe
mutrib-e-vaqt ne be-sarfa ga.nvaayaa hai mujhe