SEARCH RESULTS
Showing search results for "daqiiq-o-saliis"
Ghazal MATCHES FOR "daqiiq-o-saliis"
Ghazal
maktuub me.n ibaarat-e-ra.ngii.n likho 'muniir'
fiqre nahii.n pasand daqiiq-o-saliis ke
Muneer Shikohabadi
Ghazal
ab hai kitaab-e-ishq me.n jo saada o saliis
pahle vo lafz lafz-e-adaq der tak rahaa
Bekal Utsahi
Ghazal
Saima Esma
Ghazal
Saleem Kausar
Ghazal
'saliim' sham-e-vajuud aa ga.ii hai bujhne par
bas intizaar karo mom ke pighalne kaa
Salim Saleem
Ghazal
chalo 'saliim' zaraa kuchh ilaaj-e-jaa.n kar le.n
yahii.n kahii.n pe ko.ii chaara-gar saa rahtaa hai
Salim Saleem
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
Saleem Ahmed
Ghazal
ma.aanii-e-shab-e-taariik khul rahe the 'saliim'
jahaa.n charaaG nahii.n thaa vahaa.n ujaalaa thaa
Saleem Ahmed
Ghazal
ye ra.ng-e-dast-e-naaz yuu.nhii to nahii.n 'saliim'
dil kaa lahuu bhii sarf hu.aa hai hinaa ke saath
Saleem Ahmed
Ghazal
hu.ii hai shaaKH-e-hunar me.n na.ii numuu ab ke
'saliim' barg-e-KHizaa.n se najaat baaqii hai
Saleem Ahmed
Ghazal
'saliim' tark-e-rah-o-rasm tark-e-ishq nahii.n
jidhar se guzre udhar us kaa raasta aayaa
Saleem Ahmed
Ghazal
'saliim' qurb se bhii tishnagii nahii.n jaatii
ye baat saahil-o-dariyaa ne mujh ko samjhaa.ii
Saleem Ahmed
Ghazal
minnat-e-gosh-e-be-hisaa.n kaun uThaa.e ab 'saliim'
nauha-e-Gam milaa diyaa tez havaa ke shor me.n
Saleem Ahmed
Ghazal
'saliim' dil ko mayassar sakuu.n zaraa na hu.aa
agarche tark-e-mohabbat ko ik zamaana hu.aa