SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-dukh"
Ghazal MATCHES FOR "dard-dukh"
Ghazal
chain vo ishq me.n paa.e hai.n ki jii jaantaa hai
dard dukh bhii vo uThaa.e hai.n ki jii jaantaa hai
Mohammad Lutfuddin Khan Lutf
Ghazal
aa.nsu.o.n ne bhii to kar dii hai taraf-daarii dekh
mujhe mat dekh mirii aa.nkh kii dushvaarii dekh
Dheerendra Singh Faiyaz
Ghazal
sang-e-dar dekh ke hairaan the ham kis kaa hai
dil ne samjhaa diyaa jhuk kar ye haram kis kaa hai
Sarahat Ahmad Sarahat
Ghazal
be-diin ho ga.e use diin-daar dekh kar
phande me.n us ke pha.ns ga.e zunnaar dekh kar
Inayat Ali Khan Inayat
Ghazal
har ik ke dukh pe jo ahl-e-qalam ta.Daptaa thaa
KHud us kaa apnaa har ik dard us pe ha.nstaa thaa
Tifl Dara
Ghazal
hai rashk kyo.n ye ham ko sar-e-daar dekh kar
dene hai.n baada zarf-e-qadah-KHvaar dekh kar
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
is aalam-e-pur-dard me.n dukh sab kaa KHudaa hai
dil baargah-e-dukh me.n aqiidat se kha.Daa hai
Ahmad Sageer
Ghazal
is aalam-e-pur-dard me.n dukh sab kaa KHudaa hai
dil baargah-e-dukh me.n aqiidat se kha.Daa hai
Ahmad Sageer
Ghazal
Zubair Qaisar
Ghazal
dukh-dard ko.ii haal me.n kam mil nahii.n rahaa
lekin mire mizaaj kaa Gam mil nahii.n rahaa
Imran Rashid
Ghazal
pahluu-e-Gair me.n dukh-dard samone na diyaa
daaman-e-vasl me.n ik hijr ne rone na diyaa
Syed Kashif Raza
Ghazal
ha.nste ha.nste hii sunegii vo mirii Gazlo.n ko
phir mire dard ko bhii miir kaa dukh samjhegii