SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-mushtarak"
Ghazal MATCHES FOR "dard-e-mushtarak"
Ghazal
is liye kartaa nahii.n ab dard-e-dil kaa mai.n ilaaj
dard jab had se ba.Dhegaa KHud davaa ho jaa.egaa
Dard Sironji
Ghazal
kabhii vo dekh le.n ai kaash dard-e-dil kii kitaab
har ek lafz me.n tiikhaa savaal hotaa hai
Dard Sironji
Ghazal
hai apnii ye salaah ki sab zaahidaan-e-shahr
ai 'dard' aa ke bai.at-e-dast-e-subuu kare.n
Khwaja Meer Dard
Ghazal
dekhnaa ai 'dard' ho jaa.e.nge dil kitne asiir
zulf-e-pechaa.n aaj vo khole hu.e mahfil me.n hai
Dard Sironji
Ghazal
aish-o-ishrat bhare ayyaam se Dar lagtaa hai
zindagaanii tire anjaam se Dar lagtaa hai
Dard Sironji
Ghazal
ai 'dard' tuu bhii merii nigaaho.n se gir gayaa
kartaa thaa tujh ko pyaar abhii kal kii baat hai
Dard Sironji
Ghazal
afsaane bahut dard ke duniyaa ne sune hai.n
ai 'dard' tire dard kaa afsaana nayaa hai
Dard Sironji
Ghazal
buGz-o-nafrat ke sivaa aur yahaa.n kuchh bhii nahii.n
zindagii merii mujhe 'dard' kahaa.n laa.ii hai
Dard Sironji
Ghazal
Gamo.n kaa bojh masaa.ib ho.n yaa pareshaanii
kabhii na chho.Dnaa ai 'dard' hausla dil kaa
Dard Sironji
Ghazal
jis daur me.n ehsaas ke siine pe lage.n zaKHm
is daur me.n ai 'dard' tujhe ham na mile.nge
Dard Sironji
Ghazal
yaado.n kii kasak aaj bhii jaatii nahii.n dil se
kab tak tiraa ai 'dard' yahii haal rahegaa
Dard Sironji
Ghazal
Dard Sironji
Ghazal
ye sach hai dard na.e daur me.n har insaa.n ko
sukuun-e-dil hai na amn-o-amaan baaqii hai
Dard Sironji
Ghazal
na 'dard' hogaa na kuchh dard me.n kasak baaqii
jab un kaa lutf-o-karam be-hisaab dekhe.nge
Dard Sironji
Ghazal
suuraj ke nuur par bhii a.ndhero.n kaa raaj hai
ai 'dard' duur tak mujhe kuchh suujhtaa nahii.n
Vishvanath Dard
Ghazal
jo aa.e jis ke jii me.n 'dard' kah le
sunuu.ngaa har kisii kii mai.n KHushii se
Vishvanath Dard
Ghazal
kahne ko ik jahaa.n se ulajhte rahe magar
ai dard apne saa.e se Dar Dar ke ham jiye