SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-sar"
Ghazal MATCHES FOR "dard-e-sar"
Ghazal
baiThe biThaa.e lag gayaa ik dard-e-sar mujhe
us kaa KHayaal rahtaa hai aaTho.n pahar mujhe
Sajid Sajni Lakhnawi
Ghazal
Talib Jaipuri
Ghazal
ga.nvaa ke dil saa guhar dard-e-sar KHariid liyaa
bahut garaa.n thaa ye saudaa magar KHariid liyaa
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
Chakbast Braj Narayan
Ghazal
nigaah yuu.n bhii na Thahre ki dard-e-sar ban jaa.e
ye sang-e-chashm kisii Dhab se ab guhar ban jaa.e
Akhtar Usman
Ghazal
utnaa hii dard-e-sar hai ki jitnaa hii kaam hai
ye kaarobaar-e-'ishq anokhaa hii kaam hai
Zafar Iqbal
Ghazal
kashiid kartaa huu.n mai.n bhii kisii tamannaa ko
gumaa.n taraashtaa huu.n dard-e-sar banaataa huu.n
Ameer Hamza Salfi
Ghazal
diyaa hai dil ko tamannaa kaa dard-e-sar us ne
kiyaa ye kaam mohabbat ke bart par us ne
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Muzaffar Shikoh
Ghazal
Sardar Ganda Singh Mashriqi
Ghazal
kabhii vo dekh le.n ai kaash dard-e-dil kii kitaab
har ek lafz me.n tiikhaa savaal hotaa hai
Dard Sironji
Ghazal
is liye kartaa nahii.n ab dard-e-dil kaa mai.n ilaaj
dard jab had se ba.Dhegaa KHud davaa ho jaa.egaa