SEARCH RESULTS
Showing search results for "dard-e-sar"
Nazm MATCHES FOR "dard-e-sar"
Nazm
maut mujh par bar-haq nahin
maut mujh par bar-haq nahii.n Thahrii thii
zinda rahnaa ab meraa dard-e-sar nahii.n
Javed Shaheen
Nazm
chae
dard-e-sar zo'f-e-badan chashm-zadan me.n Gaa.eb
is ko kahiye na shifaa balki karaamat kahiye
Salim Husain
Nazm
mere KHwabon ka hindostan
na ko.ii be-pa.Dhaa-likhaa na ko.ii be-hunar hogaa
na auro.n ke liye be-kaar ko.ii dard-e-sar hogaa
Prem Lal Shifa Dehlvi
Nazm
ahl-e-junun
baarish-e-sang-e-alam apnaa muqaddar Thahrii
raahat-e-dard milii lutf-o-karam ke badle
Noor -e-Shama Noor
Nazm
gulha-e-aqidat
qumriyaa.n miiThe suro.n ke saaz le kar aa ga.ii.n
bulbule.n mil-jul ke aazaadii ke gun gaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
katik ka chand
kis se is dard-e-judaa.ii kii shikaayat kahiye
yaa.n to siine me.n niystaa.n kaa niystaa.n hogaa
Ibn۔e۔Insha
Nazm
darwaza khula rakhna
dil dard kii shiddat se KHuu.n-gashta o sii-paara
is shahr me.n phirtaa hai ik vahshii-o-aavaara
Ibn۔e۔Insha
Nazm
ye kaun aaya
ai shaKHs jo tuu aakar yuu.n dil me.n samaayaa hai
tuu dard ki darmaa.n hai to dhuup ki saayaa hai?
Ibn۔e۔Insha
Nazm
zindagi
ibtidaa-e-zindagaanii hai ajal
intihaa-e-dard-e-sar hai zindagii
Khawaja Manzar Hasan Manzar
Nazm
pesh-rau pesh-e-nazar
aaj kaa KHuun hai rang-e-gul-e-fardaa ke liye
dard-e-zaKHm-e-dil-e-majruuh kii shiddat ko na dekh