SEARCH RESULTS
Showing search results for "darte"
Ghazal MATCHES FOR "darte"
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
kisii ke ishq-e-nihaa.n me.n ye bad-gumaanii thii
ki Darte Darte KHudaa par bhii aashkaar kiyaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
KHvaab-gaaho.n se nikalte hu.e Darte kyuu.n ho
dhuup itnii to nahii.n hai ki pighal jaa.oge
Iqbal Azeem
Ghazal
zamaa.n makaa.n the mire saamne bikharte hu.e
mai.n Dher ho gayaa tuul-e-safar se Darte hu.e
Rajinder Manchanda Bani
Ghazal
apno.n me.n rah ke kis liye sahmaa hu.aa hai tuu
aa mujh ko dushmano.n se na Darte hu.e bhii dekh
Mohammad Alvi
Ghazal
baKHshii hai.n ham ko ishq ne vo jur.ate.n 'majaaz'
Darte nahii.n siyaasat-e-ahl-e-jahaa.n se ham
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
KHuub-suurat saa ko.ii haadisa aa.nkho.n me.n liye
ghar kii dahliiz pe Darte hu.e ham aate hai.n
Bashir Badr
Ghazal
zindagii ke naam-levaa maut se Darte nahii.n
haadso.n kaa KHauf le kar ghar se mat niklaa karo
Manzar Bhopali
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
shuruu-e-ishq me.n sab zulf o KHat se Darte hai.n
aKHiir umr me.n in hii me.n dhyaan lagtaa hai
Shamsur Rahman Faruqi
Ghazal
kyuu.n Darte ho ushshaaq kii be-hauslagii se
yaa.n to ko.ii suntaa nahii.n fariyaad kisuu kii
Mirza Ghalib
Ghazal
jallaad se Darte hai.n na vaa.iz se jhaga.Dte
ham samjhe hu.e hai.n use jis bhes me.n jo aa.e