SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-saaqii"
Ghazal MATCHES FOR "dast-e-saaqii"
Ghazal
ham bhii pyaase the magar mu.nh dekhte hii rah ga.e
dast-e-saaqii se chhalaktaa jaam auro.n ko milaa
Haleem Sabir
Ghazal
jis ne dekhaa na ho maiKHaane kaa pur-kaif samaa.n
dast-e-saaqii me.n chhalaktaa hu.aa saaGar dekhe
Shayar Fatehpuri
Ghazal
Anwari Jahan Begum Hijab
Ghazal
dast-e-saaqii me.n jhalaktaa saaGar-e-gulfaam hai
jaane qismat kaa sikandar kaun tishna-kaam hai
Nashtar Qaimganjvi
Ghazal
mai.n ne jaanaa kaasa-e-sar hai kisii mai-KHvaar kaa
vaazhguuna dast-e-saaqii me.n jo paimaana hu.aa
Rind Lakhnavi
Ghazal
jo nazar uThtii hai ban jaatii hai ik mauj-e-KHumaar
dast-e-saaqii me.n ko.ii jaam chhalaktaa hogaa
Haneef Akhgar
Ghazal
Ali Haidar Alvi
Ghazal
na jaane kaisii karaamat thii dast-e-saaqii me.n
ba-qaid-e-hosh ko.ii hoshiyaar bhii na milaa
Maher Chand Kausar
Ghazal
dast-e-saaqii par lagaa.e aa.nkh rahtaa hai mudaam
jaam-e-mai hai diida-e-hasrat kisii mai-KHvaar kaa
Anwar Dehlvi
Ghazal
Muneer Shikohabadi
Ghazal
tauba-e-zaahid ke dam par aa banii ik aan me.n
dast-e-saaqii me.n labaalab jaam-e-sahbaa dekh kar