SEARCH RESULTS
Showing search results for "dast-e-sabaa"
Ghazal MATCHES FOR "dast-e-sabaa"
Ghazal
dast-e-sumuum dast-e-sabaa kyuu.n nahii.n hu.aa
dar mausam-e-bahaar kaa vaa kyuu.n nahii.n hu.aa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Muhib Aarfi
Ghazal
jo bhii milaa usii kaa garebaan chaak thaa
KHanjar-ba-dast dast-e-sabaa kar diyaa gayaa
Ameer Imam
Ghazal
sar-KHamiida shahr me.n us ke hariim-e-naaz tak
buu-e-gul ke vaaste dast-e-sabaa to chaahiye
Khalid Jamal
Ghazal
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
shaaKHo.n pe ko.npalo.n ko zabaane.n ataa hu.ii.n
ye dilbarii bhii dast-e-sabaa kii thii kuchh dino.n
Kishwar Naheed
Ghazal
milte hai.n roz dast-e-sabaa se payaam-e-gul
zindaa.n me.n bhii qariib hai.n ahl-e-chaman se ham
Himayat Ali Shayar
Ghazal
raat a.ndherii aur mai.n tanhaa musaafir ai 'sabaa'
kis qadar mushkil hu.ii hai zindagii mere liye
Parween Saba
Ghazal
dast-e-sabaa kii Therii hu.ii loriyo.n se bach
dasht-e-vafaa me.n chaltii hu.ii luu bhii dekh le
Saif Zulfi
Ghazal
Farrukh Zohra Gilani
Ghazal
ye kaise dast-e-sabaa aaj ho gayaa rangiin
lahuu me.n Duubii hu.ii shaaKH-e-aashiyaa.n bhii nahii.n
Khalid Ebadi
Ghazal
shoKHii-e-dast-e-sabaa se to ko.ii kuchh na kahe
mere sar tohmat-e-gesuu-e-pareshaa.n Thahre
Qaisar Siddiqi
Ghazal
vo shams hai ki sitaaraa vo chaa.nd hai ki sahar
vo shaKHs jaan-e-'sabaa' hai saraab hai kyaa hai
Naeem Saba
Ghazal
khilte rahe hai.n jo gul baad-e-KHizaa.n kii shah par
dast-e-sabaa ne ba.Dh kar un ko masal diyaa hai
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
ham chashm-e-sahar, diida-e-shab, dast-e-sabaa hai.n
parda to hai naa-mahramo.n se laala-azaaro!
Abdul Aziz Khalid
Ghazal
dast-e-sabaa kaT na jaa.e lauh-o-qalam chhin na jaa.e.n
azmat-e-fan baa-vaqaar dekhiye kab tak rahe