SEARCH RESULTS
Showing search results for "dasta"
Ghazal MATCHES FOR "dasta"
Ghazal
hasrat ne laa rakhaa tirii bazm-e-KHayaal me.n
gul-dasta-e-nigaah suvaidaa kahe.n jise
Mirza Ghalib
Ghazal
chaa.nd raato.n me.n hame.n Dastaa hai din me.n suuraj
sharm aatii hai a.ndhero.n se kamaa.ii lete
Rahat Indori
Ghazal
sau rang mazaamiin hai.n jab likhne pe aa.uu.n
gul-dasta-e-ma.anii mire ash.aar me.n dekhe.n
Fatima Hasan
Ghazal
nok-e-mizhgaa.n jab hu.ii siina-fagaaro.n se do-chaar
paara-haa-e-dil se gul-dasta banaa kar le ga.ii
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ridaa-e-reshmii o.Dhe hu.e guzregii mish.al
nashist-e-sa.ng pe har sub.h gul-dasta milegaa
Sarvat Husain
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Rind Lakhnavi
Ghazal
kasrat-e-daaG se gul-dasta banaa dil to kyaa
ziinat-e-baaG na aaraa.ish-e-mahfil Thahraa
Ameer Minai
Ghazal
Anjum Irfani
Ghazal
us ko kholuu.n to rag-e-dil ko ko.ii Dastaa hai
yaad kii gaThrii me.n ik saa.np chhupaa hai shaayad
Subhan Asad
Ghazal
kuu-e-qaatil me.n tahii-dast ko jaa miltii nahii.n
jo bhii jaa.egaa liye haath me.n sar jaa.egaa
Aslam Farrukhi
Ghazal
shagufta phuulo.n kaa gul-dasta sohbat-e-yaaraa.n
bikharte patto.n kaa ik Dher saa hai tanhaa.ii
Zia Jalandhari
Ghazal
jasta jasta lahlahaayaa gulshan-e-zaKHm-e-jigar
rafta rafta dasta-e-gul par nikhaar aataa gayaa