SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastuur"
Ghazal MATCHES FOR "dastuur"
Ghazal
achchhaa tumhaare shahr kaa dastuur ho gayaa
jis ko gale lagaa liyaa vo duur ho gayaa
Bashir Badr
Ghazal
zindagii kii anjuman kaa bas yahii dastuur hai
ba.Dh ke miliye aur mil kar duur jaate jaa.iye
Jaun Eliya
Ghazal
mai-KHaana-e-europe ke dastuur niraale hai.n
laate hai.n suruur avval dete hai.n sharaab aaKHir
Allama Iqbal
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
aa.nkhe.n suukhii hu.ii naddiyaa.n ban ga.ii.n
aur tuufaa.n ba-dastuur aate rahe
Khumar Barabankavi
Ghazal
Raaz Allahabadi
Ghazal
kyaa ye mausam tire qaanuun ke paaband nahii.n
mausam-e-gul me.n ye dastuur-e-KHizaa.n kis kaa hai
Meraj Faizabadi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
qatl-e-aashiq kisii ma.ashuuq se kuchh duur na thaa
par tire ahd se aage to ye dastuur na thaa
Khwaja Meer Dard
Ghazal
dastuur mohabbat kaa sikhaayaa nahii.n jaataa
ye aisaa sabaq hai jo pa.Dhaayaa nahii.n jaataa
Purnam Allahabadi
Ghazal
yahii hai mohabbat kaa dastuur ai dil
vo Gam de tujhe tuu du.aa.e.n diye jaa
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
maanuus ho chalaa thaa tasallii se haal-e-dil
phir tuu ne yaad aa ke ba-dastuur kar diyaa
Hasrat Mohani
Ghazal
mirii talaash ba-dastuur ab bhii jaarii hai
vo mil gayaa hai mai.n khoyaa hu.aa saa lagtaa huu.n
Bashir Badr
Ghazal
Obaidur Rahman
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
mahbuub nagar ho ki Gazal gaa.no ho 'raaGib'
dastuur-e-mohabbat nahii.n aasaan kahii.n kaa