SEARCH RESULTS
Showing search results for "dastuur"
Nazm MATCHES FOR "dastuur"
Nazm
jawab-e-shikwa
adl hai faatir-e-hastii kaa azal se dastuur
muslim aa.ii.n hu.aa kaafir to mile huur o qusuur
Allama Iqbal
Nazm
subh-e-azadi (August-47)
badal chukaa hai bahut ahl-e-dard kaa dastuur
nashaat-e-vasl halaal o azaab-e-hijr haraam
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hubb-e-watan
jis ne yuusuf kii daastaa.n hai sunii
jaantaa hogaa ruu.edaad us kii
Altaf Hussain Hali
Nazm
muslim umma ka America se shikwa
ek hii job pe muddat se ba-dastuur hai.n ham
'bush' se nazdiik 'musharraf' se bahut duur hai.n ham
Khalid Irfan
Nazm
hubb-e-watan
zaat kaa faKHr aur nasab kaa Guruur
uTh ga.e ab jahaa.n se ye dastuur
Altaf Hussain Hali
Nazm
kuchh baaten
jaabir-o-majbuur kii baate.n kare.n
us kuhan dastuur kii baate.n kare.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
adl-e-faruqi ka ek namuna
un me.n har ek ke hisse me.n faqat ik aa.ii
thaa tumhaaraa bhii vahii haq ki yahii hai dastuur
Shibli Nomani
Nazm
siri kirshn
kyaa zamaane ko ma.amuur apne naGmo.n se
sikhaa.e ishq ke dastuur apne naGmo.n se
Seemab Akbarabadi
Nazm
ishrat-e-tanhai
ab ye armaa.n ki badal jaa.e jahaa.n kaa dastuur
ek ik aa.nkh me.n ho aish o faraaGat kaa suruur
Asrarul Haq Majaz
Nazm
saDak ban rahi hai
bahar-haal vaa.n hasb-e-dastuur ab bhii
sa.Dak ban rahii hai