SEARCH RESULTS
Showing search results for "daur-e-nargis-e-mastaana"
Ghazal MATCHES FOR "daur-e-nargis-e-mastaana"
Ghazal
Mahirul Qadri
Ghazal
Mohammad Moosa
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
Iqbal Sohail
Ghazal
mai.n to fidaa-e-nargis-e-mastaana ho gayaa
paimaana se dil ab miraa mai-KHaana ho gayaa
Abbas Ali Khan Bekhud
Ghazal
zaahir fareb nargis-e-mastaana ho gayaa
kuchh hoshiyaar ab dil-e-diivaana ho gayaa
Mahmood Rampuri
Ghazal
KHuub hii chaltii hu.ii vo nargis-e-mastaana hai
aashnaa se aashnaa begaane se begaana hai
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil me.n KHayaal-e-nargis-e-jaanaana aa gayaa
phuulo.n se kheltaa hu.aa diivaana aa gayaa
Akhtar Shirani
Ghazal
nazr-e-nigaah-e-nargis-e-mastaana ho gayaa
aaya thaa shaiKH KHirqa-e-taqvaa liye hu.e
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
vo guftuguu jo nigaaho.n se hotii rahtii hai
hadiis-e-nargis-e-mastaana hai fuzuul nahii.n
Fareed Ishrati
Ghazal
fusuun-e-nargis-e-mastaana se tire saaqii
mudaam mai se bharaa saaGar-e-sharaab rahaa
Wali Kakoravi
Ghazal
baada-kasho.n ko dete hai.n saaGar ye puuchh kar
kis ko zakaat-e-nargis-e-mastaana chaahiye
Bedam Shah Warsi
Ghazal
KHaraab-e-nargis-e-mastaanaa aaKHir ho gayaa zaahid
rasaa hotii hai taasiir-e-sharaab aahista aahista
Ravish Siddiqi
Ghazal
nikle na shaan-e-husn me.n ik aah bhii 'jaliil'
KHaamosh misl-e-nargis-e-mastaana dekhiye
Jaleel Qidwai
Ghazal
hariif-e-nargis-e-mastaana kyaa ko.ii tumhaaraa ho
jise diivaana tum karte ho vo diivaana hotaa hai
Abdul Mannan Bedil Azimabadi
Ghazal
phir dil ko hai usii KHalish-e-tiir kii talab
phir vo nigaah-e-nargis-e-mastaana chaahiye
Qasid Sirsivi
Ghazal
mai-kashii kuu.n tirii gulistaa.n me.n
sarv-e-miinaa hai daur-e-nargis-e-jaam
Siraj Aurangabadi
Ghazal
daur-e-nigaah-e-saaqii-e-mastaana ek hai
paimaane do hai.n gardish-e-paimaana ek hai