SEARCH RESULTS
Showing search results for "deve"
Ghazal MATCHES FOR "deve"
Ghazal
Gaalib ki deve quvvat-e-dil is za.iif ko
tinke ko jo dikhaave hai pal me.n pahaa.D kar
Meer Taqi Meer
Ghazal
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
dev-e-safed kii qasam aur koh-e-qaaf kii
baaG-e-iram kii aur paristaan kii qasam
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
garmii us aatish ke par kaale se rakhe chashm tab
jab ko.ii merii tarah se deve sab tan man jalaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
insaa.n na ho.n zaliil zamaane ke haath se
zillat kisii ko ko.ii na deve sivaa-e-hirs
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
dil dha.Daktaa hai mabaadaa uTh ke deve gaaliyaa.n
yaar sotaa hai miraa us ko jagaa.uu.n kis tarah
Taban Abdul Hai
Ghazal
us mah ke jalve se kuchh taa 'miir' yaad deve
ab ke gharo.n me.n ham ne sab chaa.ndnii hai bo.ii
Meer Taqi Meer
Ghazal
jalaa na deve kahii.n dil ko aatish-e-hasrat
ye bujh na paa.ii bahut ham ne ashk-baarii kii
Akbar Azeemabadi
Ghazal
apnaa sanam vo qahr hai ai barhaman ki gar
dekhe manaat ko to giraa deve laat se
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
mai.n nai liyaa baGal me.n parii-ruu visaal ko
dev-e-firaaq kashtii me.n mujh se bichha.D gayaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
ro nahii.n us ko bazm-e-mastaa.n me.n
jis ke ta.ii.n tuu na deve ruu saaqii
Meerza Jawan Bakht Jahandar
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
mausam-e-sheb me.n be-faa.eda hai la.ab-e-shabaab
kab samar deve hai jo naKHl KHizaa.n par aayaa
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ai dev-e-safed-e-saharii kaash tuu to.De
ik mukke se KHur ke shab-e-diijuur kii gardan