SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhaa.npe"
Ghazal MATCHES FOR "dhaa.npe"
Ghazal
ye ruuhe.n is liye chehro.n se KHud ko Dhaa.npe hai.n
mile zamiir to ilzaam-e-bevafaa.ii na de
Waheed Akhtar
Ghazal
tan ko Dhaa.npe hu.e phirte hai.n sabhii log yahaa.n
sharm aatii hai kise soch kii uryaanii se
Ambareen Haseeb ambar
Ghazal
dhanak ubhre sar-e-aflaak ka.Dii dhuup me.n bhii
dasht-e-vahshat me.n agar teraa KHayaal aa jaa.e
Adeem Hashmi
Ghazal
manzar kii diivaar ke piichhe ik manzar
kaalii chaadar se mu.nh Dhaa.npe ik manzar
Khurshid Talab
Ghazal
badan Dhaa.npe hu.e phirtaa huu.n yaanii
havas ke naam par dhaagaa nahii.n hai
Bimal Krishn Ashk
Ghazal
Diya Jeem
Ghazal
Andaleeb Shadani
Ghazal
ham bahut duur nikal aa.e hai.n chalte chalte
ab Thahar jaa.e.n kahii.n shaam ke Dhalte Dhalte
Iqbal Azeem
Ghazal
dil kaa ye haal ki dha.Dke hii chalaa jaataa hai
aisaa lagtaa hai ko.ii jurm hu.aa hai mujh se
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
dhanak dhanak mirii poro.n ke KHvaab kar degaa
vo lams mere badan ko gulaab kar degaa