SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhaak"
Ghazal MATCHES FOR "dhaak"
Ghazal
sunaa hai us ke labo.n se gulaab jalte hai.n
so ham bahaar pe ilzaam dhar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
kabhii kabhaar tire jism kaa akelaa-pan
mire KHayaal kii uryaaniyat ko Dhak jaa.e
Shakeel Azmi
Ghazal
kuchh dar-badarii raas bahut aa.ii hai mujh ko
kuchh KHaana-KHaraabo.n me.n mirii dhaak bahut hai
Jamal Ehsani
Ghazal
tai ho chuke sab aabla-paa.ii ke marhale
ab ye zamii.n gulaabo.n se Dhak jaanaa chaahiye
Irfan Siddiqi
Ghazal
Badr-e-Alam Khalish
Ghazal
jin ko diivaar-o-dar bhii Dhak na sake
is qadar be-libaas hai.n kuchh log
Aziz Bano Darab Wafa
Ghazal
sirf vo hii Dhak sakegaa apnii KHuddaarii kaa sar
daulate.n pyaarii nahii.n jis ko anaa ke saamne
Manoj Ehsas
Ghazal
chup rahte hai.n log razaa kii chaadar o.Dhe
jaise barf se jhiil kaa siina Dhak jaataa hai
Saud Usmani
Ghazal
mubtalaa-e-dard hone kii ye lazzat dekhiye
qissa-e-Gam ho kisii kaa dil miraa dhak dhak kare
Akhtar Ansari
Ghazal
Pankaj Subeer
Ghazal
darvaaze ko dastak zinda rakhtii hai
jaise dil ko dhak-dhak zinda rakhtii hai
Kashif Husain Ghair
Ghazal
nahaa gayaa huu.n KHud apne lahuu me.n sar-taa-paa
junuu.n kii aag me.n lekin dahak rahaa huu.n mai.n
Kausar Niyazi
Ghazal
Shahid Jamal
Ghazal
baazaaro.n ke dastuuro.n se vaaqif hai.n
saare aa.nsuu andar Dhak kar nikle.nge