SEARCH RESULTS
Showing search results for "dhoka ya tilismi fanoos ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "dhoka ya tilismi fanoos ebooks"
Ghazal
mai.n samajh paayaa na 'aajiz' ye tilism-e-raahbar
har qadam par manzil-e-maqsuud kaa dhokaa hu.aa
Ajiz Matvi
Ghazal
gale se shab ko lagaayaa sahar ke dhoke me.n
ham aa ga.e hai.n KHud apnii nazar ke dhoke me.n
Peer Akram
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tilism-e-nashsha-e-duniyaa bhii aaj KHatm hu.aa
jo ho rahaa thaa tamaasha bhii aaj KHatm hu.aa
Rohit Soni Tabish
Ghazal
Farhat Kanpuri
Ghazal
ye jo KHvaabo.n kaa chaskaa lag rahaa hai
faqat nii.ndo.n kaa dhokaa lag rahaa hai
Dipak Prajapati Khaalis
Ghazal
baKHsh dii haal-e-zabuu.n ne jalva-saamaanii mujhe
kaash mil jaa.e zamaane kii pareshaanii mujhe
Ehsan Danish
Ghazal
Husain Khan Jhanjhat
Ghazal
maz.haka aa.o u.Daa.e.n ishq-e-be-buniyaad kaa
ik judaa madfan banaa.e.n tesha-e-farhaad kaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Chandar Bhan Kaifi Dehelvi
Ghazal
shaiKH kaa KHauf hame.n hashr kaa dha.Dkaa ham ko
saath hii ishq ke aazaar ne maaraa ham ko
Hafeez Jalandhari
Ghazal
saraab-e-dil se musalsal fareb khaa rahaa huu.n
mai.n ek umr se apne KHilaaf jaa rahaa huu.n
Nadeem Sirsivi
Ghazal
Nawab Dehlwi
Ghazal
KHalaa me.n tair rahaa hai savaal duniyaa kaa
KHudaa ko aa.egaa kis din KHayaal duniyaa kaa
Khursheed Akbar
Ghazal
abas hai raaz ko paane kii justujuu kyaa hai
ye chaak-e-dil hai use haajat-e-rafuu kyaa hai
Abdul Ahad Saaz
Ghazal
vafaa KHuluus kaa singaar roz kartii hai
yuu.n dhiire dhiire mirii zindagii sa.nvartii hai
Azhar Hashmi Sabqat
Ghazal
husn-e-zan kaam liije bad-gumaanii phir sahii
be-takalluf aur kiije mehrbaanii phir sahii