SEARCH RESULTS
Showing search results for "diibaa"
Ghazal MATCHES FOR "diibaa"
Ghazal
'aniis' maKHmal o diibaa se kyaa faqiiro.n ko
isii zamiin ko ham farsh-e-KHvaab samjhe hai.n
Meer Anees
Ghazal
sarmaa kii raat rail kaa Dibbaa udaasiyaa.n
lambaa safar hai aur tiraa saath bhii nahii.n
Saleem Betab
Ghazal
kahaa.n vo bistar-e-diibaa hasiir-e-kohna kahaa.n
kujaa amiiro.n kii raate.n kahaa.n hamaarii raat
Shad Azimabadi
Ghazal
guzre kyuu.n maayuus ho kar suurat-e-saa.il hu.aa
ik diyaa dahliiz par jaltaa hu.aa chho.D aa.e hai.n
Neyaz Jairajpuri
Ghazal
Rauf Raheem
Ghazal
kis ke liye kiijiye jaama-e-diibaa-talab
dil to kare hai mudaam daaman-e-sahraa-talab
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Munawar Khan Ghafil
Ghazal
Meer Mohammadi Bedar
Ghazal
aaGosh kaa haz paikar-o-diibaa ne uThaayaa
bose kaa mazaa saaGar-e-sahbaa ne uThaayaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
mahbuub kaa ghar ho ki buzurgo.n kii zamiine.n
jo chho.D diyaa phir use mu.D kar nahii.n dekhaa
Bashir Badr
Ghazal
duniyaa ne terii yaad se begaana kar diyaa
tujh se bhii dil-fareb hai.n Gam rozgaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kaise kah duu.n ki mujhe chho.D diyaa hai us ne
baat to sach hai magar baat hai rusvaa.ii kii
Parveen Shakir
Ghazal
kitnii sachchaa.ii se mujh se zindagii ne kah diyaa
tuu nahii.n meraa to ko.ii duusraa ho jaa.egaa
Bashir Badr
Ghazal
jhukii jhukii sii nazar be-qaraar hai ki nahii.n
dabaa dabaa saa sahii dil me.n pyaar hai ki nahii.n
Kaifi Azmi
Ghazal
lo aaj ham ne to.D diyaa rishta-e-umiid
lo ab kabhii gila na kare.nge kisii se ham