SEARCH RESULTS
Showing search results for "diibaa"
Nazm MATCHES FOR "diibaa"
Nazm
ek laDka
mujhe iqraar hai us ne zamii.n ko aise phailaayaa
ki jaise bistar-e-kam-KHvaab ho diibaa-o-maKHmal ho
Akhtarul Iman
Nazm
ye bachcha kis ka bachcha hai
ye resham hai ye diibaa hai
kahii.n Galle ke ambaar lage
Ibn۔e۔Insha
Nazm
aap-biti
har taraf sog me.n Duubaa hu.aa meraa maahaul
meraa uj.Daa hu.aa ghar 'miir' ke ghar ke maanind
Khalilur Rahman Azmi
Nazm
zanjir
ye bhii to maKHmal nahii.n diibaa nahii.n resham nahii.n
har jagah phir siina-e-naKHchiir me.n
Noon Meem Rashid
Nazm
school
bag bharaa hai lekin kuchh bhii KHaas nahii.n
lunch kaa Dibbaa agar hamaare paas nahii.n
Asna Badr
Nazm
lahu pukarta hai
libaas-e-atlas-o-diibaa me.n sarsaraataa hai
ye daamano.n ko paka.Dtaa hai shaah-raaho.n me.n
Ali Sardar Jafri
Nazm
os ki bunden ocean mein
ek kashmakash sii chaltii hai
lahro.n ke saath machaltii hai
Deeba Salam
Nazm
rail ka safar
Dibbaa thaa ki ik ganj-e-shahiidaa.n kaa namuuna
tho.Dii sii jagah tang-tar az-gosha-e-turbat
Raza Naqvi Vahi
Nazm
KHwabon KHayalon ki apsara
hariir-o-resham-o-diibaa me.n ra.ng-e-naaz-o-adaa
sukuun-e-dil ke liye hai.n qaraar-e-jaa.n kii tarah
Daur Afridi
Nazm
widaa
siim-o-zar atlas-o-diibaa kaa payaam aaya hai
ek mahruum-e-tamannaa ko salaam aaya hai
Niyaz Gulbargavi
Nazm
Tin ka Dibba
ek pichkaa hu.aa Tiin kaa zard Dibbaa
syaahii ke barham samundar ne jis ko uchhaalaa
Wazir Agha
Nazm
mere abbu rahen salamat
chaukiidaar ne darvaaze par
jaane diyaa andar ye keh kar