SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-band"
Ghazal MATCHES FOR "dil-band"
Ghazal
aur kuchh hai.n tire dil-band ke tevar ba-KHudaa
aaj kii raat har ik but ko hai aazar bhaarii
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
khultaa nahii.n dil band hii rahtaa hai hamesha
kyaa jaane ki aa jaa.e hai tuu is me.n kidhar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Jabbar Wasif
Ghazal
Qasim Ali Khan Afridi
Ghazal
tahqiiq kaa charaaG jalaa dil ko dil banaa
Gaflat ke sab hijaab miTaa dil ko dil banaa
Sahib Ahmedabadi
Ghazal
kyaa dil banaa hai bas ye dukhaane ke vaaste
duniyaa pa.Dii hu.ii hai rulaane ke vaaste
Sagar Sahab Badayuni
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
apnaa milan kisii kii dilii bad-du.aa bhii hai
ya.anii hamaaraa vasl hamaarii sazaa bhii hai
Haris Bilal
Ghazal
jab raat kii tanhaa.ii dil ban ke dha.Daktii hai
yaado.n ke dariicho.n me.n chilman sii saraktii hai
Bashir Badr
Ghazal
Wamiq Jaunpuri
Ghazal
ishq me.n dil ban ke diivaana chalaa
aashnaa se ho ke begaana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
ishq me.n dil ban ke diivaana chalaa
aashnaa se ho ke begaana chalaa
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
kitne din baa'd phir aaj un se mulaaqaat hu.ii
ruk gayaa vaqt daraKHshanda mirii raat hu.ii
Khalish Dehlvi
Ghazal
vaqaar-e-zabt yahii dil ko dil banaa ke rahaa
jahaa.n se dard uThaa thaa vahii.n samaa ke rahaa
Aal-e-Raza Raza
Ghazal
ye bhii hai ko.ii baat ki dil bad-gumaa.n na ho
meraa to ho 'aduu kaa magar imtihaa.n na ho
Kaifi Kakorvi
Ghazal
dil de rahaa thaa jo use be-dil banaa diyaa
aasaan kaam aap ne mushkil banaa diyaa