SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-naa-kardaa-kaar"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-naa-kardaa-kaar"
Ghazal
samjhaa.e.n kis tarah dil-e-naa-kardaa-kaar ko
ye dostii samajhtaa hai dushman ke pyaar ko
Mubarak Azimabadi
Ghazal
bhuule se muskuraa to diye the vo aaj 'faiz'
mat puuchh valvale dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
KHuun-e-jaraahat-e-dil-e-naa-karda-kaar se
aa.iina-e-hayaat ko dhoyaa kare.nge ham
Faisal Fehmi
Ghazal
vo jin se aam hu.ii daastaan-e-ahd-e-junuu.n
tire gunah dil-e-naa-kardaa-kaar vo bhii hai.n
Ahmad Rahi
Ghazal
bahut saa kaam diyaa hai mujhe un aa.nkho.n ne
havaala-e-dil-e-naa-kardaa-kaar karne ko
Ahmad Javaid
Ghazal
daur-e-falak ke shikve gile rozgaar ke
hai.n mashGale yahii dil-e-naa-kardaa-kaar ke
Gopal Mittal
Ghazal
kyo.n ro.iye jo naala-e-dil-e-naa-rasaa hu.aa
ye sochiye ki jazb-e-mohabbat ko kyaa hu.aa
Shahid Siddiqui
Ghazal
kuchh shoKHiyo.n ke rang bhii betaabiyo.n me.n hai.n
kis kii nazar pa.Dii hai dil-e-naa-subuur par
Bekhud Dehlvi
Ghazal
ai ibn-e-iztiraab dil-e-naa-subuur sabr
takliif me.n hai baa.is-e-kaif-o-suruur sabr
Iftikhar Raghib
Ghazal
Ahmad Mushtaq
Ghazal
vaaqif the kahaa.n ham dil-e-naa-chaar se pahle
kam-baKHt mohabbat ke is aazaar se pahle
Sarwar Alam Raz
Ghazal
Aslam Ansari
Ghazal
azaab saa hai dil-e-naa-muraad par kab se
kha.Daa huu.n mai.n ravish-e-gard-baad par kab se
Qaisarul Jafri
Ghazal
naala-kun hijr kii shab ko dil-e-naa-saaz nahii.n
kyo.n buland ab mire biimaar kii aavaaz nahii.n
Fakhir Lakhnavi
Ghazal
Mumtaz Ahmad Khan Khushtar
Ghazal
Nihal Sevharvi
Ghazal
hamdam ha.nsii u.Daa na dil-e-daaG-daaG kii
tohfe diye hu.e ye kisii mehrbaa.n ke hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
ham sar-phire bhii KHuub the ai 'dil' ki ishq me.n
naamuus-o-na.ng-o-naam bhii qurbaan kar ga.e