SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-naa-kardaa-kaar"
Nazm MATCHES FOR "dil-e-naa-kardaa-kaar"
Nazm
lahu KHud hi pukar uTThega
aaj aazaad hai qaanuun se mujrim yaksar
jurm-e-naa-karda giraftaar na kyo.n hairat ho
Payam Fatehpuri
Nazm
shikwa
yaa kahii.n karda-o-naa-karda gunaaho.n ke sabab
in jafaa.o.n ko uThaane ke sazaa-vaar hai.n ham
Salman Ghazi
Nazm
gulha-e-aqidat
gul se apnii nisbat-e-deriina kii khaa kar qasam
ahl-e-dil ko ishq ke andaaz samjhaane lagii.n
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
subh-e-shab-e-intizar
kha.Daa hai hausla-e-amn-o-aashatii le kar
na ko.ii KHod badan par na haath me.n shamshiir
Syeda Shan-e-Meraj
Nazm
shoala-e-hina
hujuum-e-kaif me.n bhii ruuh be-qaraar hai kyo.n
ye iztiraab-e-dil-e-naa-muraad kaisaa hai
Qaisarul Jafri
Nazm
aaj chali hai hawa
dil-e-naa-saaz me.n armaa.n jagaa ga.ii
ghuTan se ta.ng aa kar mai.n ne
Aditya Pant Naaqid
Nazm
shikwa
dil-e-naa-tavaa.n ko manaane kii baate.n
nahii.n hai.n nahii.n haath aane kii baate.n
Vafa Barahi
Nazm
har shai gungunane lagi
dil-e-naa-tavaa.n ko bahlaatii rahii
phir bhii giit zindagii ke mai.n gaatii rahii
Firoza Yasmeen
Nazm
charaghan
tabassum tabassum farozaa.n daraKHshaa.n
dil-e-naa-tavaa.n reza-reza sitaaro.n ke aa.ngan me.n
Balraj Komal
Nazm
patthar ka dil
mohabbat ko baddu.aa na do
jashn-e-judaa.ii dil-e-naa-subuur kii tajdiid hai
Ahmed Sohail
Nazm
kahan hai aa ja
ai umiid-e-dil-e-naa-kaam kahaa.n hai aa jaa
terii furqat KHalal-andaaz-e-sukuun-e-paiham
Shakeel Badayuni
Nazm
tere baghair
Garq hasrat hai dil-e-naa-shaadmaa.n tere baGair
aa ki mahruum-e-tarab huu.n jaan-e-jaa.n tere baGair
Jauhar Nizami
Nazm
mujhe wapas kar de
dil-e-pur-shauq kii daulat mujhe vaapas kar de
merii pahlii sii tabii.at mujhe vaapas kar de