SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-sad-chaak"
Ghazal MATCHES FOR "dil-e-sad-chaak"
Ghazal
aarzuu-e-dil-e-sad-chaak hai darmaa.n honaa
ya.anii kuchh aur tirii teG kaa ehsaa.n honaa
Nabiul Hasan Shamim
Ghazal
ho sake to dil-e-sad-chaak dikhaayaa jaa.e
ab bharii bazm me.n ahvaal sunaayaa jaa.e
Ameen Rahat Chugtai
Ghazal
ham ne har Gam dil-e-sad-chaak se baahar rakkhaa
aag ko pairahan-e-KHaak se baahar rakkhaa
Qamar Raza Shahzad
Ghazal
Gair daaG-e-dil-e-sad-chaak na monis na rafiiq
zor aalam pe hai aalam mirii tanhaa.ii kaa
Rajab Ali Beg Suroor
Ghazal
fasaana-e-dil-e-sad-chaak kaa ma.aal na puuchh
sunaa to us ne magar jaise kuchh sunaa hii nahii.n
Qadir Siddiqi
Ghazal
tasallii-e-dil-e-sad-chaak ho ga.ii 'kaamil'
kisii kaa taar-e-nazar mil gayaa rafuu ke liye
Kamil Nizami
Ghazal
dil-e-sad-chaak banaayaa to balaa se lekin
zulf-e-mushkii.n kaa tire shaana banaayaa hotaa
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
kyaa sair ho shaane se la.De gar dil-e-sad-chaak
ek ek giraftaar giraftaar se uljhe
Dagh Dehlvi
Ghazal
shaana dil-e-sad-chaak ke naqsha se banaayaa
aa.iina mire diida-e-hairaa.n se nikaalaa
Karamat Ali Shaheedi
Ghazal
Bedam Shah Warsi
Ghazal
muddato.n mai.n ne kiyaa hai dil-e-sad-chaak rafuu
tab kahii.n jaa ke mujhe zaKHm kaa siina aaya
Asar Ansari
Ghazal
kyuu.n zulf tirii uljhii rahtii hai ai jaanaana
haazir hai dil-e-sad-chaak darkaar ho gar shaana