SEARCH RESULTS
Showing search results for "dil-e-sad-chaak"
Nazm MATCHES FOR "dil-e-sad-chaak"
Nazm
to kya
yahaa.n manzar badalne kaa hunar mil bhii gayaa to kyaa
dil-e-sad-chaak
Syed Ayaz Mahmood
Nazm
bahaar
ya.anii har zarre se duniyaa ke KHushii hai aashkaar
hai magar meraa dil-e-sad-chaak ab tak be-qaraar
Saqib Kanpuri
Nazm
rah-o-rasm-e-ashnai
nazar jhukaa ke ba-andaaz-e-mujrimaana chale
chale ba-jeb-e-dariida, ba-daaman-e-sad-chaak
Mustafa Zaidi
Nazm
shair
lekin mujhe qudrat ne ataa kii hai faqiirii
is baat kaa shaahid hai miraa daaman-e-sad-chaak
Saib Asmi
Nazm
ganga ke kinare
mu.D kar jo nazar kii to ik insaan ko dekhaa
thaa daaman-e-sad-chaak me.n chehre ko chhupaa.e
Nakhshab Jaarchawi
Nazm
bewa ki KHud-kushi
dil sambhaltaa hii nahi.n hai siina-e-sad-chaak me.n
phuul saa chehra aTaa hai bevgii kii KHaak me.n
Kaifi Azmi
Nazm
aadmi
taar-e-be-maaya kisii daaman-e-sad-chaak me.n hai
ek chhoTii sii kiran mahr ke idraak me.n hai
Mustafa Zaidi
Nazm
shauq-e-gurezan
dil-e-sad-paara-ehavaadis ko
taKHta-e-mashq-e-gul-ruKHaa.n na banaa
Asrarul Haq Majaz
Nazm
dur tak yaad-e-watan aai thi samjhane ko
aap ke uzv-e-badan hove.n judaa kaT kaT ke
aur sad-chaak ho maataa kaa kaleja phaTke