SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilaase"
Ghazal MATCHES FOR "dilaase"
Ghazal
us kii kuchh KHair-KHabar ho to bataa.o yaaro
ham kisii aur dilaase me.n nahii.n aa.e.nge
Khalid Nadeem Shaani
Ghazal
use dilaase to de rahaa huu.n magar ye sach hai
kahii.n ko.ii KHauf ba.Dh rahaa hai tasalliyo.n me.n
Wasi Shah
Ghazal
aag bha.Dkii to dar-o-baam hu.e raakh ke Dher
aur dete rahe ahbaab dilaase kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
log dete rahe kyaa kyaa na dilaase mujh ko
zaKHm gahraa hii sahii zaKHm hai bhar jaa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
vo jaate jaate dilaase bhii de gayaa kyaa kyaa
ye aur baat ki phir us se raabta na hu.aa
Lutf-ur-rahman
Ghazal
apnii majruuh anaa.o.n ko dilaase de kar
haath me.n kaasa-e-KHairaat liye phirte hai.n
Aitbar Sajid
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
dallaala ne ummiid dilaa.ii to hai lekin
dete nahii.n kuchh dil ko tasallii ye dilaase
Altaf Hussain Hali
Ghazal
Dam-dilaase hii me.n Taalaa kiye har roz aaKHir
suukhe ghaaT ai gul-e-tar KHuub utaaraa mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
de rahaa vo dilaase kyuu.n jafaa karne ke ba.ad
chaahtaa hai mujh se kyaa kaisaa miraa hamraaz hai
Mushtaq Anjum
Ghazal
dikhaa ke ham ko hamaaraa hii qaash qaash badan
dilaase dete hai.n dekho to qaatilaa.n kyaa kyaa
Amjad Islam Amjad
Ghazal
qadam qadam pe ta'alluq qadam qadam rishte
ye baar baar dilaase ye baar baar fareb
Majid Ali Kavish
Ghazal
tum apne hii qadmo.n tale us ko rakhiyo
tasallii dilaase me.n har dam sambhaale
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
ye dilchasp va.ade ye ra.ngii.n dilaase
ajab saazishe.n hai.n kahaa.n aa gayaa huu.n