SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilaase"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "dilaase"
Sher
log dete rahe kyaa kyaa na dilaase mujh ko
zaKHm gahraa hii sahii zaKHm hai bhar jaa.egaa
Shakeb Jalali
Ghazal
us kii kuchh KHair-KHabar ho to bataa.o yaaro
ham kisii aur dilaase me.n nahii.n aa.e.nge
Khalid Nadeem Shaani
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "dilaase"
Ghazal
aag bha.Dkii to dar-o-baam hu.e raakh ke Dher
aur dete rahe ahbaab dilaase kyaa kyaa
Ahmad Nadeem Qasmi
Ghazal
log dete rahe kyaa kyaa na dilaase mujh ko
zaKHm gahraa hii sahii zaKHm hai bhar jaa.egaa
Shakeb Jalali
Nazm
nashat-e-umid
dil pa pa.Daa aan ke jab ko.ii dukh
tere dilaase se milaa ham ko sukh
Altaf Hussain Hali
Ghazal
vo jaate jaate dilaase bhii de gayaa kyaa kyaa
ye aur baat ki phir us se raabta na hu.aa




