SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilchasp"
Ghazal MATCHES FOR "dilchasp"
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
shoKH ho jaatii hai ab bhii tirii aa.nkho.n kii chamak
gaahe gaahe tire dilchasp javaabo.n kii tarah
Parveen Shakir
Ghazal
haal kahnaa hai kisii se to muKHaatab hai ko.ii
kitnii dilchasp hu.aa kartii hai.n baate.n aksar
Jan Nisar Akhtar
Ghazal
dilchasp vaaqi.a hai ki kal ik aziiz dost
apne mafaad par mujhe qurbaan kar gayaa
Khalid Sharif
Ghazal
ham be-qusuur log bhii dilchasp log hai.n
sharminda ho rahe hai.n KHataa ke baGair bhii
Munawwar Rana
Ghazal
sohbate.n aglii musavvir hame.n yaad aa.e.ngii
ko.ii dilchasp muraqqaa na dikhaanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
ho.nTo.n pe ha.nsii aa.nkh me.n taaro.n kii la.Dii hai
vahshat ba.De dilchasp do-raahe pe kha.Dii hai
Qabil Ajmeri
Ghazal
daastaan-e-zindagii bhii kis qadar dilchasp hai
jo azal se chhi.D gayaa hai us fasaane kii kaho
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
saaya karte hai.n humaa u.D ke paro.n se apne
tere ruKHsaar se dilchasp ho anqaa hai vo ruKH
Haidar Ali Aatish
Ghazal
sabzaan-e-baaG saare dekhe hu.e hai.n apne
dilchasp kaahe ko hai.n us bevafaa javaa.n se
Meer Taqi Meer
Ghazal
betaabii-e-dil kaa hai vo dilchasp tamaashaa
jab dekho shab-e-hijr mire dar pe kha.Dii hai
Saqib Lakhnavi
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
Hafeez Jalandhari
Ghazal
dost-daarii kaa ye pairaaya bhii kyaa dilchasp hai
le rahe hai.n saamne mere vo begaane kaa naam
Abdul Hamid Adam
Ghazal
dilchasp ho ga.ii tire chalne se rahguzar
uTh uTh ke gard-e-raah lipaTtii hai raah se
Jaleel Manikpuri
Ghazal
Hari Chand Akhtar
Ghazal
ik maah-vash ne chuum lii peshaani-e-'hafiiz'
dilchasp haadsa thaa jo kal raat ho gayaa
Hafeez Banarasi
Ghazal
dilchasp hii aafat hai qayaamat hai Gazab hai
baat un kii adaa un kii qad un kaa chalan un kaa