SEARCH RESULTS
Showing search results for "dildaarii"
Ghazal MATCHES FOR "dildaarii"
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
chaltaa rahne do miyaa.n silsila dildaarii kaa
aashiqii diin nahii.n hai ki mukammal ho jaa.e
Abbas Tabish
Ghazal
bahut aziiz sahii us ko merii dildaarii
magar ye hai ki kabhii dil miraa dukhaa bhii gayaa
Parveen Shakir
Ghazal
dil tujhe naaz hai jis shaKHs kii dildaarii par
dekh ab vo bhii utar aayaa adaakaarii par
Saleem Kausar
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
fikr-e-dildaari-e-gulzaar karuu.n yaa na karuu.n
zikr-e-murGaan-e-giraftaar karuu.n yaa na karuu.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
ba-hukm kiijiye phir KHanjaro.n kii dildaarii
dahaan-e-zaKHm se afsaana-e-guluu kahiye
Ali Sardar Jafri
Ghazal
ek jho.nkaa tire pahluu kaa mahaktii hu.ii yaad
ek lamha tirii dildaarii kaa kyaa kyaa na banaa
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
kyaa gile shikve ki kis ne kis kii dildaarii na kii
faisla kar hii liyaa hai aap ne to jaa.iye
Javed Saba
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
ye niyaaz-e-Gam-KHvaarii ye shikast-e-dildaarii
bas navaazish-e-jaanaa.n dil bahut pareshaa.n hai