SEARCH RESULTS
Showing search results for "dilruba"
Ghazal MATCHES FOR "dilruba"
Ghazal
hasii.n to aur hai.n lekin ko.ii kahaa.n tujh saa
jo dil jalaa.e bahut phir bhii dilrubaa hii lage
Bashir Badr
Ghazal
aap to nazdiik se nazdiik-tar aate ga.e
pahle dil phir dil-rubaa phir dil ke mehmaa.n ho ga.e
Tasleem Fazli
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
'faraaz' aise bhii lamhe kabhii kabhii aa.e
ki dil-girafta rahe dilrubaa ke hote hu.e
Ahmad Faraz
Ghazal
Ali Zaryoun
Ghazal
Darshan Singh
Ghazal
Muztar Khairabadi
Ghazal
Ada Jafarey
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
dil kii talab pa.Dii hai to aayaa hai yaad ab
vo to chalaa gayaa thaa kisii dilrubaa ke saath
Abdul Hamid Adam
Ghazal
ye kaun aa ga.ii dil-rubaa mahkii mahkii
fazaa mahkii mahkii havaa mahkii mahkii
Hasrat Jaipuri
Ghazal
imtihaan-e-shauq hai aisii aashiqii 'nushuur'
dil kaa ko.ii haal ho un ko dilrubaa kahuu.n
Nushur Wahidi
Ghazal
Muneer Niyazi
Ghazal
yaar aashnaa nahii.n ko.ii Takraa.e.n kis se jaam
kis dil-rubaa ke naam pe KHaalii subuu kare.n
Faiz Ahmad Faiz
Ghazal
ishaare kyaa nigah-e-naaz-e-dil-rubaa ke chale
sitam ke tiir chale niimche qazaa ke chale
Meer Anees
Ghazal
aaj yaaro.n ko mubaarak ho ki sub.h-e-iid hai
raag hai mai hai chaman hai dilrubaa hai diid hai