SEARCH RESULTS
Showing search results for "diyo.n"
Ghazal MATCHES FOR "diyo.n"
Ghazal
jalte diyo.n me.n jalte gharo.n jaisii zau kahaa.n
sarkaar raushnii kaa mazaa ham se puuchhiye
Khumar Barabankavi
Ghazal
mai.n saarii umr a.ndhero.n me.n kaaT saktaa huu.n
mire diyo.n ko magar raushnii paraa.ii na de
Meraj Faizabadi
Ghazal
ye kyaa tilism hai kyuu.n raat bhar sisaktaa huu.n
vo kaun hai jo diyo.n me.n jalaa rahaa hai mujhe
Saqi Faruqi
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
kaun thaa mai.n ye to mujh ko ma.aluum nahii.n
phuulo.n patto.n aur diyo.n ke saath rahaa
Sarvat Husain
Ghazal
Azeem Kamil
Ghazal
Jaleel 'Aali'
Ghazal
kaisaa ye intishaar diyo.n kii safo.n me.n hai
kuchh to asar hu.aa hai havaa ke KHitaab kaa
Azhar Nawaz
Ghazal
yahii na ho tirii manzil zaraa Thahar ai dil
vahii makaa.n hai diyo.n kii vahii qataar bhii hai
Adeem Hashmi
Ghazal
diyo.n ke qatl pe suuraj kii har kiran chup hai
is ehtiyaat ko jashn-e-siyaah likh liije
Bekal Utsahi
Ghazal
Wakil Akhtar
Ghazal
na un se rakkhii kabhii raushnii kii ummiide.n
diyo.n ko ham ne jalaayaa jalaa ke chho.D diyaa
Aalam Nizami
Ghazal
diyo.n ko KHud bujhaa kar rakh diyaa hai
aur ilzaam ab havaa par rakh diyaa hai
Mahshar Badayuni
Ghazal
sab apne apne diyo.n ke asiir paa.e ga.e
mai.n chaa.nd ban ke ka.ii aa.ngano.n me.n utraa huu.n
Fazil Jamili
Ghazal
ye baat bujhte diyo.n ne kisii se puuchhii thii
jale to ham the magar KHair jagmagaa.e kaun
Pirzada Qasim
Ghazal
na.e Gamo.n ke a.ndhero.n se jang hai us kii
bujhe diyo.n kii javaanii talaash kartaa hai