SEARCH RESULTS
Showing search results for "dostii"
Ghazal MATCHES FOR "dostii"
Ghazal
mohabbato.n me.n dikhaave kii dostii na milaa
agar gale nahii.n miltaa to haath bhii na milaa
Bashir Badr
Ghazal
mile na phuul to kaa.nTo.n se dostii kar lii
isii tarah se basar ham ne zindagii kar lii
Kaifi Azmi
Ghazal
tujhe kaun jaantaa thaa mirii dostii se pahle
tiraa husn kuchh nahii.n thaa mirii shaa.irii se pahle
Kaif Bhopali
Ghazal
itnaa to dostii kaa sila diijiye mujhe
apnaa samajh ke zahr pilaa diijiye mujhe
Abdul Hamid Adam
Ghazal
titlii se dostii na gulaabo.n kaa shauq hai
merii tarah use bhii kitaabo.n kaa shauq hai
Charagh Sharma
Ghazal
din saliiqe se ugaa raat Thikaane se rahii
dostii apnii bhii kuchh roz zamaane se rahii
Nida Fazli
Ghazal
Fayyaz Hashmi
Ghazal
dushman kii dostii hai ab ahl-e-vatan ke saath
hai ab KHizaa.n chaman me.n na.e pairahan ke saath
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
ab nibhaanii hii pa.Degii dostii jaisii bhii hai
aap jaise bhii hai.n niyyat aap kii jaisii bhii hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
zaraa sii baat pe naaraazgii agar hai yahii
to phir nibhegii kahaa.n dostii agar hai yahii
Murtaza Barlas
Ghazal
sahar ko khoj charaaGo.n pe inhisaar na kar
havaa se dostii rakh us kaa e'tibaar na kar
Anjum Saleemi
Ghazal
dostii apnii jagah aur dushmanii apnii jagah
farz ke anjaam dene kii KHushii apnii jagah