SEARCH RESULTS
Showing search results for "du.aa-e-KHair"
Ghazal MATCHES FOR "du.aa-e-KHair"
Ghazal
du’aa-e-KHair kii phir kyaa kamii hai
du’aa-go jab husain ibn-e-‘alii hai
Lucky farooqi Hasrat
Ghazal
had jis jagah ho KHatm hariifaan-e-'KHair' kii
vallaah shuruu hote hai.n aksar vahaa.n se ham
Raoof Khair
Ghazal
daava-e-KHush-suKHanii 'KHair' abhii zeb nahii.n
chand Gazlo.n hii pe baGle.n na bajaane lag jaa.e.n
Raoof Khair
Ghazal
ra.uuf 'KHair' pahu.nchtaa vahii.n hai hir-phir kar
ki iKHtiyaar dil-e-zaar par nahii.n chaltaa
Raoof Khair
Ghazal
Raoof Khair
Ghazal
kahaa.n ye 'KHair' kahaa.n haar jiit kaa KHadsha
ki jism o jaan kii baazii se jii nahii.n bhartaa
Raoof Khair
Ghazal
ham to aa.e hai.n yahaa.n miTne miTaane ke liye
is zamiin-e-karbalaa se kis kii KHaatir bhaagte
Raoof Khair
Ghazal
KHaraab-haal ye be-'KHair' o be-adab ho kar
bhaTak na jaa.e kahii.n fikr hai sa.Dak kii mujhe
Raoof Khair
Ghazal
KHair apno.n me.n ik ham hii nakul aa.e hai.n shaa'ir
shahzaadgii-e-shauq ye aabaa.ii kahaa.n hai
Raoof Khair
Ghazal
'ra.uuf' KHair ta'alluq shuruu' se apnaa
jamaaliyaat se thaa husn-e-she'riyaat se thaa
Raoof Khair
Ghazal
Dua Ali
Ghazal
KHushbuu mire badan kii churaatii hai.n roz-o-shab
dekho 'du.aa' kamaal hai.n sandal sii chuu.Diyaa.n
Dua Ali
Ghazal
bharii barsaat aa.e dilo.n me.n phuul mahke
labo.n par ye du.aa thii labo.n par ye du.aa hai