SEARCH RESULTS
Showing search results for "dubo"
Ghazal MATCHES FOR "dubo"
Ghazal
jo Duubnaa hai to itne sukuun se Duubo
ki aas-paas kii lahro.n ko bhii pataa na lage
Qaisarul Jafri
Ghazal
mujhe Dubo ke bahut sharmsaar rahtii hai
vo ek mauj jo dariyaa ke paar rahtii hai
Rahat Indori
Ghazal
bachaa liyaa mujhe tuufaa.n kii mauj ne varna
kinaare vaale safiina miraa Dubo dete
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
dariyaa kaa intiqaam Dubo de na ghar tiraa
saahil se roz roz na kankar uThaa ke laa
Mohsin Naqvi
Ghazal
ye jhuuTe KHudaa mil ke Dubo de.nge safiina
tum haadii-e-bar-haq ko sadaa kyuu.n nahii.n dete
Iqbal Azeem
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
kise KHabar ki safiine Dubo chukii kitne
faqiih o suufii o shaa.ir kii naa-KHush-andeshii
Allama Iqbal
Ghazal
kii ham-nafaso.n ne asar-e-giryaa me.n taqriir
achchhe rahe aap is se magar mujh ko Dubo aa.e
Mirza Ghalib
Ghazal
Dubo diyaa hai to ab is kaa kyaa gila kiije
yahii bahaa.o safiine ravaa.n bhii rakhtaa thaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
Kaleem Aajiz
Ghazal
saahil pe laa.ii aur safiine Dubo diye
yuu.n zindagii ne ham ko ha.nsaayaa ki ro diye
Shamim Jaipuri
Ghazal
yuu.n to ilzaam hai tuufaa.n pe Dubo dene kaa
tah me.n dariyaa kii magar naav kaa la.ngar niklaa