SEARCH RESULTS
Showing search results for "dubo"
Nazm MATCHES FOR "dubo"
Nazm
tumhaare husn ke nam
chaman me.n sarv-o-sanobar sa.nvar ga.e hai.n tamaam
banii bisaat-e-Gazal jab Dubo liye dil ne
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
sone se pahle ek KHayal
mujhe november kii dhuup kii tarah mat chaaho
ki is me.n Duubo to tamaazat me.n nahaa jaa.o
Kishwar Naheed
Nazm
nargis-e-mastana
qatre me.n vo dariyaa hai jo aalam ko Dubo de
zarre me.n vo sahraa hai ki diivaana banaa de
Jigar Moradabadi
Nazm
musafir
mujhe Dubo na sakii qulzumo.n kii gahraa.ii
na jaane kaisaa kurah thaa miraa vajuud ki rose
Mustafa Zaidi
Nazm
aab o gil
mujhe yaad pa.Dtaa hai ik umr guzrii
lagaavaT kii shabnam me.n lahja Dubo kar
Shaz Tamkanat
Nazm
KHud-kushi
haa.n mai.n ne bhii sunaa hai ki ik jaam zahr kaa
do jiivano.n kii nannhii sii naukaa Dubo gayaa
Majeed Amjad
Nazm
alamiya-e-naqd
ye mazduur ye aam taajir ye modii
sabhii saada-lauho.n kii kashtii Dubo dii
Fay Seen Ejaz
Nazm
us ka dukh
hazaar sadiyaa.n guzar chukii hai.n
mai.n aaj KHud ko Dubo chukaa huu.n hayaat ke
Kumar Pashi
Nazm
ye kaisi jang hai
tumhaarii kaasht ke pur-haul manzaro.n ko liye
tumhaare mulko.n ke shahro.n ko bhii Dubo de.nge
Shariq Adeel
Nazm
ek yaad ka rauzan
raushnaa.ii me.n qalam ko jo Duubo duu.n
to mujhe roz-e-azal yaad aa.e
Ahmad Nadeem Qasmi
Nazm
ibn-e-qabil ki dua
ashko.n me.n ham Dubo rahe hai.n
amn kii jag.ho.n ko rau.nd Daalaa
Abu Bakr Abbad
Nazm
ye aurten
taaliyo.n kii isii naddii me.n Dubo detii ho
muskuraahaT sar-e-baazaar bikaa kartii hai
Akhtar Payami
Nazm
shahr mein
yaa mujhe qulzum-e-KHud-faraamoshii-e-maavaraa me.n Dubo le
KHvaab-dar-KHvaab bas ek hii KHvaab hai