SEARCH RESULTS
Showing search results for "dukh.do.n"
Ghazal MATCHES FOR "dukh.do.n"
Ghazal
is na.e daur ke logo.n se ye kah de ko.ii
dil ke dukh.Do.n kaa sar-e-aam tamaashaa na kare.n
Salman Akhtar
Ghazal
kajjug hai aur phir dukh.Do.n kii barsaat lagii hai
nuuh kii kashtii mere ghar ke saath lagii hai
Sher Afzal Jafri
Ghazal
na.ii ruto.n me.n dukho.n ke bhii silsile hai.n na.e
vo zaKHm taaza hu.e hai.n jo bharne vaale the
Jamal Ehsani
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
dukho.n kaa bojh akele nahii.n sa.nbhaltaa hai
kahii.n vo miltaa to us se lipaT ke ro lete
Bashir Badr
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ik 'ishq naam kaa jo parinda KHalaa me.n thaa
utraa jo shahr me.n to dukaano.n me.n baT gayaa
Nida Fazli
Ghazal
allaah jise chaahe use miltii hai 'muzaffar'
izzat ko dukaano.n se KHariidaa nahii.n jaataa
Muzaffar Warsi
Ghazal
tumhaare dil me.n khulii dukaano.n se lag rahaa hai
ye ghar yahaa.n par bahut puraane bane hu.e hai.n
Ziya Mazkoor
Ghazal
Nida Fazli
Ghazal
Obaidullah Aleem
Ghazal
ye na ho gar mai.n hiluu.n to girne lage buraada
dukho.n kii diimak badan kii lak.Dii nigal ga.ii ho
Umair Najmi
Ghazal
jin dukaano.n ne lagaa.e the nigah me.n baazaar
un dukaano.n kaa ye ronaa hai ki baazaar nahii.n
Jaun Eliya
Ghazal
tishna-lab hai kab se dil saa shiir-KHvaar
tere duudho.n se hai.n chashme jaariyaa.n