SEARCH RESULTS
Showing search results for "dumbaala"
Ghazal MATCHES FOR "dumbaala"
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
us chashm me.n hai surme kaa dumbaala pur-aashob
kyuu.n haath me.n badmast ke banduuq bharii dii
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
har ek gaam pe dil piistaa hai ablaq-e-chashm
magar hai surme kaa dumbaala taaziyaana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
kartaa hai ko.ii turk-dilaa neza-baaziyaa.n
dumbaala surme kaa ye nahii.n chashm-e-yaar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
ik gard-e-raah thaa pai-e-mahmil tamaam raah
kis kaa Gubaar thaa ki ye dumbaala gard thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Gam-e-firaaq hai dumbaala-e-gard aish-e-visaal
faqat maza hii nahii.n ishq me.n balaa bhii hai
Meer Taqi Meer
Ghazal
kirne.n to ik nigaah-e-subuk-rau kii lahr hai.n
dumbaala-daari-e-shab-e-mahtaab aur hai
Abbas Tabish
Ghazal
gad kaa kahii.n vo surma kaa dumbaala uThaa.e
hai dast-e-mizha me.n liye putlii kii phirii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Naseem Bharat Puri
Ghazal
jo chaahte ho asaa Tek kar uThe biimaar
lagaa.o surma-e-dumbaala-daar aa.nkho.n me.n
Munshi Shiv Parshad Wahbi
Ghazal
Abdul Wahab yakro
Ghazal
chashm me.n surme kaa dumbaala banaa kar bole
kyuu.n asaa Tek ke ho jaa.e kha.Dii merii aa.nkh
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
Abroo Shah Mubarak
Ghazal
Dr. Ahmar Rifai
Ghazal
tum ko lagtaa hai ki tum jiit ga.e ho mujh se
hai yahii baat to phir khel dubaara ho jaa.e
Yasir Khan Inam
Ghazal
ruu-ba-ruu us zulf ke daam-e-balaa kyaa chiiz hai
us nigah ke saamne tiir-e-qazaa kyaa chiiz hai