SEARCH RESULTS
Showing search results for "durust"
Ghazal MATCHES FOR "durust"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
yuu.nhii durust hogii tabii.at tirii 'adam'
kam-baKHt bhuul jaa ki tabii.at udaas hai
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sunte hai.n jo bahisht kii taariif sab durust
lekin KHudaa kare vo tiraa jalva-gaah ho
Mirza Ghalib
Ghazal
agar hai shauq ba.Do.n se mukaalme kaa tujhe
durust pahle tiraa shiin qaaf ho jaa.e
Jahangeer Nayab
Ghazal
aashuftagii ne naqsh-e-suvaidaa kiyaa durust
zaahir hu.aa ki daaG kaa sarmaaya duud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
kuchh kuchh durust zid se tirii ho chale hai.n vo
yak-chand aur kaj-ravii ai aasmaa.n na chho.D
Momin Khan Momin
Ghazal
kyaa kuchh na thaa azal me.n na taalaa jo the durust
ham ko dil-e-shikasta qazaa ne dilaa diyaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
amal durust kare.n apne rahnumaa.e-kiraam
kahuu.ngaa saaf to sab ko shikaayate.n ho.ngii
Manzar Bhopali
Ghazal
ye bhii durust hai ki payambar nahii.n huu.n mai.n
hai ye bhii sach ki meraa kahaa hone vaalaa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
sah sah ke naa-durust tirii KHuu bigaa.D dii
ham ne KHaraab aap kiyaa apne kaam ko
Momin Khan Momin
Ghazal
shaayad na paa sakuu.n mai.n suraaG-e-dayaar-e-shauq
qibla durust karne kaa kas-bal nahii.n rahaa
Saadat Saeed
Ghazal
zaraa ye duusraa misra.a durust farmaa.e.n
mire makaan pe likkhaa hai ghar baraa.e-faroKHt
Afzal Khan
Ghazal
hamaaraa farz hai be-laag raa.e kaa iz.haar
ko.ii durust kahe yaa Galat ye kaam us kaa
Anwar Shuoor
Ghazal
shikast-e-KHaatir-e-ahbaab hotii hai durust is se
tavajjoh me.n tirii ai yaar asar hai momyaa.ii kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
hai jazb-e-dil durust to chaah-e-firaaq se
khii.nchegii terii zulf shikan-dar-shikan mujhe
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
ham jo kahte hai.n hamesha hii Galat kahte hai.n
aap kaa hukm durust aur bajaa hotaa hai