SEARCH RESULTS
Showing search results for "dustbin"
Ghazal MATCHES FOR "dustbin"
Ghazal
Parveen Shakir
Ghazal
KHaana hai sail se KHuu-karda-e-diidaar hunuuz
duurbii.n dar-zada hai raKHna-e-diivaar hunuuz
Mirza Ghalib
Ghazal
manzuur ho jo diid tujhe dil kii aa.nkh se
pahu.nche tirii nazar nigah-e-duur-bii.n se duur
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Duubte mallaah tinko.n se madad maa.ngaa kiye
kashtiyaa.n Duubii.n to thii har mauj-e-dariyaa ajnabii
Allama Talib Jauhari
Ghazal
muhiib saa.e ba.Dhe aate hai.n hamaarii taraf
kab e'tibaar hame.n duur-bii.n pe aa.egaa
Alam Khursheed
Ghazal
kahaa.n se laa.uu.n ilaahii vo duurbii.n aa.nkhe.n
ki ho ishaara-e-angusht-e-haq-numaa maa'luum
Shad Azimabadi
Ghazal
Safi Lakhnavi
Ghazal
ghar le liyaa hai ain tire ghar ke saamne
aur ik KHariid laayaa huu.n mai.n duurbiin bhii
Qamar Aasi
Ghazal
Arsh Malsiyani
Ghazal
is jahaa.n ke nazar aate hai.n tamaashe mujh ko
duurbii.n diida-e-naasuur hu.aa KHuub hu.aa
Nasim Maysori
Ghazal
sard na kar mazaaq-e-ishq be-KHudii-e-namaaz me.n
aa.nkh ko duurbii.n banaa jalva-gah-e-majaaz me.n
Talib Baghpati
Ghazal
na dekhaa apne bismil kaa tamaashaa
qariib aa kar vo kitnaa duur-bii.n hai
Shefta Mustafa Khan
Ghazal
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
ik tumhaare ishq se kis qadar zarar hu.aa
dil gayaa jigar gayaa duurbii.n nazar ga.ii
John Albert Pal Nadir
Ghazal
Peer Syed Naseeruddin Naseer Gilani
Ghazal
go paas vo nahii.n hai.n par dekhtaa huu.n har dam
letaa huu.n mai.n tasavvur se kaam duurbii.n kaa