SEARCH RESULTS
Showing search results for "ehsaas"
Ghazal MATCHES FOR "ehsaas"
Ghazal
roz milne pe bhii lagtaa thaa ki jug biit ga.e
ishq me.n vaqt kaa ehsaas nahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
Jaun Eliya
Ghazal
Farhat Ehsas
Ghazal
apne ehsaas se chhuu kar mujhe sandal kar do
mai.n ki sadiyo.n se adhuuraa huu.n mukammal kar do
Wasi Shah
Ghazal
vo yuu.n gayaa ki baad-e-sabaa yaad aa ga.ii
ehsaas tak bhii ham ko dilaa kar nahii.n gayaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
yuu.n bhii ik baar to hotaa ki samundar bahtaa
ko.ii ehsaas to dariyaa kii anaa kaa hotaa
Gulzar
Ghazal
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Saghar Siddiqui
Ghazal
apnii mahruumii ke ehsaas se sharminda hai.n
KHud nahii.n rakhte to auro.n ke bujhaate hai.n charaaG
Ahmad Faraz
Ghazal
teraa ehsaas zaraa saa tirii hastii paayaab
to samundar kii tarah shor machaataa kyaa hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
Meeraji
Ghazal
zindagii jaisii tavaqqo thii nahii.n kuchh kam hai
har gha.Dii hotaa hai ehsaas kahii.n kuchh kam hai
Shahryar
Ghazal
kaash duniyaa mire ehsaas ko vaapas kar de
KHaamushii kaa vahii andaaz sadaa.o.n jaisaa
Mohsin Naqvi
Ghazal
masarrato.n me.n bhii jaage gunaah kaa ehsaas
mire vajuud ko itnii bhii paarsaa.ii na de